| Sanwali saloni si mehbooba Teri chooriyan sharang karkay Jaanay kaisee aans dilhayay Hai Hai karein sub larkay Amrika ke na Japan ke Hum tho hain diwanay Multan ke Jaamni hont siraiki bolein Aur kaanon mein ras tapkay Dil aaya hai jub se shaam pe Hum bethay hain bus aaraam se Subha suhani raat nasheeli Kya karein ge pasand karkay Teri naazuk kalayee sanwali Jiss din se hum ney thaam li Jitnay they tere chaaha ney walay Ab jeetay hain mar mar ke |
|||||
| *Next* *Back* |
|||||
|
|
|||||