FUNNY SMS

 

Zindagi behaal hay sur hay na taal hay inbox bhe kangaal hay kuch SMS tow karo kia app ki SMS factory main hartaal hay...

Dost ne dosti ke liye dost ko bhula diya,
Kya hua jo kisi aur ke liye aapne hame bhula diya, hum to wese bhi akele the, kya howa jo app ne hame ehsaas dila diya...

Unsay roz milnay ko dil chahata ha khuch sunay sunanay ko dil chahata ha tha kisi ka mannay ka andaz asa kah pher sa ruth janay ko dil chahata ha

Bewafa sanam se to cigarette achi hai, Bewafa sanam se to cigarette achi hai, Dil jalati hai, par hoto se to lagti hai

Larki: Lagta hai meri aankh mein kuch gir gaya, dekho to..... Larka: Darling, ek tinka dikh to raha hai... kyon na usey wahin rahne diya jaye... main doobonga to sahara dega......

Tum aa gaye ho; noor aa gaya hai chalo teeno movie chalen

Mainee tumhari yaadon mein.. ro ro ke tub bhar diye... Aur tum itney be-wafa nikle, ki nahake chal diye!!!

Aey Dost:-- " Zindagi mein pyar tu bahut baar ho jaata hein par Mohabbat sirf ek baar hooti hein. Kyon tum Mohabbat ko Dosti ka naam dekar mohaabbat aur dosti doono ko badnaam kar rahe ho" " Vo jaanti hai ki tum jaante ho ki vo tumse pyar karti hai to phir kyon Itrate ho, kahe us kali ko aise tadpaate ho"

NEXT

 

Hosted by www.Geocities.ws

1