 |
Bahoot
tamanna thi, pyar mein aashiyan banane ki,
Bana chuke to lag gayi Nazar zammane ki.
Usi ka karz hai jo aaj hain aankhon mein aansoo,
Saza mili hai hume muskurane ki ! |
 |
Na jane
fir apni mulakat kab hogi jo adhuri rahi woh baat kab hogi dil to lamha
lamha teri yaad may duba aab shaam ke baad na jane raat kab hogi. |
 |
Dosti
ki tadap ko dikhya nahi jata dil may lagi aag ko bujaya nahi jata kitni
bhi duri ho dosti may aap jaise dosto ko bhulaya nahi jata. |
 |
Khayaal
ko kisi aahat ki aas rehti hai, nigah ko kisi surat ki pyaas rehti hai,
tere bina kisi cheez ki kami to nahi par tere bina tabiyat udas rehti
hai. |
 |
Hamane
apne hisse ki zindagi to jee li bus dhadkano ka liyaj karte hai, kya
kare is duniya walo ko jo hamare jine par bhi etraj karte hai. |
 |
Kaun
raktha hai yaad namoo ko log cheroo ko bhol jatte hai tum samander ki
baat karte ho log aakhoo mein dhoob jate hai... |
 |
Neend
aayi to khawab aaye khawab aaye to aap aaye is kasmasish mein raat guzar
gayi na neeind aayi na aap aaye. |
 |
Aur bhi
bahut si cheeze lut chu-ki hai dil ke saath
Ye bataya dosto ne ishq farmane ke baad
Is liye kamray ki ek ek cheez "ckeck" karta hoon main
"Ek tere aane se pehle, ek tere jaa-ne ke baad" |
 |
Is
duniya may dost kam milenge is duniya may gam hi gam milenge, jaha
duniya najar fer legi us mod par dost tumhe hum milenge. |
 |
Har
karz dosti ka aada kaun karega, jab hum hi nahi rahenge to dosti kaun
karega, a khuda mere dost ko salaamat rakhna varna mere jine ki dua kaun
karega. |
 |
Har
taraf pani hi pani tumhari yaad nahi hai bemani mere saath mein ro raha
aasma yahi to hai saache pyaar ki nishani. |
 |
Har
zakhm ko tere mein sah loonga nikli agar aah to pi loonga lekin tumhari
bewafai lekar agla janam nahi loonga. |
 |
Tute
hue paymane me jaam nahi aata... Ishq ke mariz ko aaram nahi aata... aye
dil todne wale tune ye to socha hota... ki tuta hua dil kisi aur par
nahi aata... |
 |
Shaam
udas hai raat bhi udas hogi, subah kafan may lipti hui meri lash hogi, a
muje dafanane wale jara unse keh dena kabr par bhi unki tasweer mere
saath hogi. |
 |
Zindagi
dile nadaan hai, kya safar aur kya samaan hai, zara hamare gum ko bhi
samaj kar dekhiye, muskura dena bahut aasaan hai. |
 |
Aarju
hai durse dekhne ki.... karib aana bhi nahi chahte. Tamanna nahi tumhe
pane ki... Magar khona bhi nahi chahte. |
 |
Aakhen
kholu to chehra tumhara ho Band karu to sapna tumhara ho... Mar bhi jau
to koi gam nahi... Agar kafan na mila to aachal tumhara ho... |
 |
Dil na
tute khuda ka yeh ghar hai, tere sazde pe mera yeh sir hai maut se darr
mujhe lagta hi nahi sirf tuj se judaai ka dar hai... |
 |
Ishq
waalo se naa poocho ke unki raat ka aalam tanha kaise guzarta hai juda
ho humsafar jinka woh usko yaad karta hai na ho jiska koi toh milne ki
fariyaad karta hai. |
 |
Meri
aankhon ka har ek katra mohabbat ki nishani hai woh samze toh moti hai
naa samze toh paani hai. |
 |
Mat
poochiye ki waqt ki tanhaayi hum kaise guzaara karte hai jab saari
duniya soti hai hum tumko pukara karte hai. |
 |
Usko
chaha bhi to izhar karna na aaya kat gayi umer sari hame pyaar karna na
aaya, usne manga bhi agar kuch to judai mangi lekin hame inkar karna bhi
na aaya. |
 |
Teri
har adaye mohabbat si lagati hai, ek pal ki judai muddat si lagati hai,
pehle nahi sochha tha aab sochhane lage hai hum, zindagi ke har lamho me
teri zarorat so lagti hai. |
 |
Har
phool khusbudar nahi hota har pathar chamak dar nahi hota dosti dekh kar
karna dost kyuki har dost mere jaisa nahi hota. |
 |
Bhari
mehfil may tanha rehna sikha diya, tere ishq ne duniya ko jooth kehna
sikha diya, kisi dard ya khushi ka ehsaas nahi hai, sub kuch jivan ne
sehna sikha diya. |
 |
Mil
jaaega woh mujhko aisa bhi nahi lagta Lekin us khuda se bharosa bhi nahi
uthta. Chahu ki use bhulun, bhulun to bhala kaise Us jaisa koi mujhko
duja bhi nahi lagta. |
 |
Hasino
ne hasin ban kar gunah kiya, auro ko to thik hum ko bhi tabah kiya, pesh
kiya jab gazlon may unki bewafai ko, auro ne to thik, unho ne bhi wah
wah kiya. |
 |
Deewana
Hain Tera Naam Ke Iss Baat Se Inkar Nahi , Kaise Kahe Ki Hamain Aapse
Payar Nahi, Kuch To Kasur Hain Apki Adon Ka, Hum Akelye To Gunehgar Nahi. |
 |
Kaha ho
tum? tumhye meri mohabat yaad karti hai.
Juban khamosh hai, lekin nazarye fariyad karti hai. |
 |
Dil ke
dard ko Dil Todne wale kya jane, Pyar ke riwazo ko yeh zamanna kya jane.
Hoti hai kitni Taklif kabar me, wo upar se Phool rakhne wala kya jane. |