Geet
Honge Kaamyaab (audio)
Honge Kaamyaab,
Honge Kaamyaab,
Hum Honge Kaamyaab ek din
Ho Ho man mein hai
Vishwas, Pura hai Vishwas,
Hum Honge Kaamyaab
ek din
Hogi Shanti charo oar,
Hogi Shanti charo oar,
Hogi Shanti charo oar ek
din
Ho Ho man mein hai
Vishwas, Pura hai Vishwas,
Hogi Shanti charo oar ek
din
Hum chalenge Saath
Saath, Dale Haathon mein Haath,
Hum chalenge Saath
Saath ek din
Ho Ho man mein hai
Vishwas, Pura hai Vishwas,
Hum chalenge Saath
Saath ek din
Nahi Dar kisika aaj, Nahi
Dar kisika aaj,
Nahi Dar kisika aaj ke
din
Ho Ho man mein hai
Vishwas, Pura hai Vishwas,
Nahi Dar kisika aaj ke
din
Honge Kaamyaab, Honge
Kaamyaab,
Hum Honge Kaamyaab ek din
Ho Ho man mein hai
Vishwas, Pura hai Vishwas,
Hum Honge Kaamyaab ek din
Hum Honge Kaamyaab ek din
x 2