Geet
Shata Naman Madhav Charan May (audio)
Shata naman Madhav charan may
Shata naman Madhav charan
may | |
Ap ki
piyusha vani shabda ko
bhi dhanya karati
Ap ki
atmiyata thi yugal naya-nao
se barasati
Aur
vah nischel hasi jo gunj
utthati thi gagan may | |
Gyan
may to aap rishivar dikhate the
adya shankara
Aur
bhola bhav shishu sa khelata mukh
par nirantar
Deen
dukhiyo ke liya thi dravita
karunadhaar man may | |
Dukh
sukh ninda prashansa aap ko sab ek
hi the
Divya
gita gyan se yuta aap to
sthita-pragya hi the
Bharat
bhu ke putra uttam aap the
yugapurush jan may | |