Mohabbat ki agar barshaat ho, Meri Kasti ka woh kinara hogaa....
Sanam jo mil jaen hum ko, Meri jindegi ka woh anzaam hogaa....
Dil jo meri tum le lo, Meri jaan ushkaa nazraana hogaa...
Daastaan, jo aaj ish Dil main hai, Kal woh charche aam hogaa...
-------------------------------------------------------------------
Mehboob mangte hein mohhabat ka saboot bata kya dun unko....
Chand dun, Suraj dun.... Yeh aan dun ya jaan dun unko...
Sochke kiya yeh faisla humne, Ke apna dil dun, haan haan apna dil hi de dun unko...
----------------------------------------------------------
Bichde na yaar kabhi... Toote na pyar kabhi.. Yeh soochke daarte hein hum...
Mohabbat ke rah mein kabhi, Woh toofani raat mein kabhi, Phir bhi guzarte hein hum....
----------------------------------------------------------
Kajal bina Jaise Aankh adhura...
Badal bina jaise barshaat adhura....
Kangan bina jaise haat adhura..
Sajan bina waise jaan adhura...
-----------------------------------------------------------
Tere ISHQ mein meri jaan, Pagal pan ke hadd se guzar gaye
Tere ISHQ mein meri jaan, Pagal pan ke hadd se guzar gaye.....
Tuta Phuta sa ek dil hai, Jo tumhare Naam kar gaye.....
----------------------------------------------------------
E dost, Yeh jaan dosti ke naam karte hein.....
Tera saara ilzaam hum apna takdeer samajhte hein....
Jab zaroorat hai tumko, Yeh zindegi tummpe FAANAH karte hein...
E dost... Yeh jaan dosti ke, naam karte hein.....
----------------------------------------------------------