O SANAM by Lucky Ali
Shyam savere teri yadein aathi hai
aake dilko meri yoon tadapati hai
oh sanam muhabbat ki kasam
Milke bhichadna tho dastoor ho gaya
yadon mein teri majboor ho gaya
oh sanam teri yadon ki kasam
Samje zamana ke dil hai khilona
jana hai ab kya hai dil ka lagana
nazooron se ab na hamko bulana
mar bi gaye tho bool na jana
aankhon me basi ho, par door ho kahin
dil ke kareeb ho ye mujko hain yakin
oh sanam teri pyar ki kasam.