Ma
Main kabhi bathlata nahin, par andhere se dartha hoon main ma.
Yun tho main,dhikhlaatha nahin, theri parwaah kartha hoon main ma.
Tujhe sab hain patha, hain na ma, tujhe sab hain patha, meri ma.
Bheed mein yun na chodo mujhe, ghar laut ke bi ana pa oon ma.
Bhej na itna dhoor mujkko tu,yaad bi tujhko ana pa oon ma.
Kya itnabura hoon main ma, kya itna burameri ma.
Jab bi Kabhi papa mujhe,Jo zor se jula julathe hain ma
Meri nazar doonde tujhe,sochu yahi thu aa ke thaamegi ma.
Unsemain yeh kehta nahin, par main sehem jaata hun ma.
Chehre pe aane dhetha nahin, dil hi dil mein gabraatha hun ma.