Ek Pal Ke Liye by Shreya Ghosal
1.Ek Pal Ke Liye Hi Sahi
Ghadiyan Hamko Mili Makhmali Pyar Ki
Iss Ek Pal Ko Jee Le Zara
2.Lamhe Yeh Phir Mile Na Mile
Kho Jaane De Sabhi Duriya Faasale
Aa Dil Mila Le Aur Paas Aa
3.Phir Kya Ho Kya Khabar Dekha Hain Kisne Kal
Aa Raat Rok Le Phir Ho Na Jaaye Sehar (2)
4.Chaand Pehlu Mein Aake simmat raha hai Raat Mulaayam Hone Lagi
Aaj Shaayad Hawa mein Zara Sa Nasha Hain
Ya Hain Kisiki Jaadugari
Kaisa Sitam Hain Paagal Yeh Mann Hain
Marr Jaane Ko Bol Raha
Phir Kya Ho Kya Khabar Dekha Hain Kisne Kal
Aa Raat Rok Le Phir Ho Na Jaaye Sehar (2)
5.Meri Saanson Ki Shabnami Khushbu Ko Apani Saanson pe Palbhar Chhu Le Zara
Ek Baar tho Surmai Meri Inn Ankhon Mein doob ke Jee Le Jane wafa
Sab Kuchh Bhula Do Phir Se Pukaaron
Inn Hothon Se Naam Mera
Phir Kya Ho Kya Khabar Dekha Hain Kisne Kal
Aa Raat Rok Le Phir Ho Na Jaaye Sehar (2)
Ek Pal Ke Liye Hi Sahi Ghadiyan Hamko Mili Makhmali Pyar Ki
Iss Ek Pal Ko Jee Le Zara
Lamhe Yeh Phir Mile Na Mile Kho Jaane De Sabhi Duriya Faasale
Aa Dil Mila Le Aur Paas Aa
Phir Kya Ho Kya Khabar Dekha Hain Kisne Kal
Aa Raat Rok Le Phir Ho Na Jaaye Sehar (2)