Shero Shayari
Master Mind : Anish Mody { Ph.d ( standing for phukat degree !! )
in Ghatiya Shayari }
if anybody wants to give his / her valuable contribution then
mail me... ur shayari will be included depending on its "ghatiya" level
!!!!
himalaya par daloon tere pyar ka jhanda
himalaya par
daloon tere pyar ka jhanda
bolo thumps up toofani
thanda
**************************
tune mere tan se khela
tune
mere mann se khela
tune mere dhan se khela
well played..!!well
played..!!well played..!!
**************************
bhanware
kaliyon par gunguna rahe they
bhanware kaliyon par gunguna rahe
they
bhanware kaliyon par gunguna rahe
they
mmmmmmmmmmmmmmm......
**************************
khudi
ko kar buland itna ..ki himalaya ki choti par jaa kar khud bhathe
aur khuda
apne bande se khud pooche ..abe gadhe aab utrega
kaise
**************************
Maine tujhe pyar kiya Saraswati
samjakar
Tere Bap ne mujhe jalaya Agarbatti
samjkar
**************************
Main tujhe pyar kiya Abla
samjakar
Tere Bap ne mujhe peta tabla
samjkar
**************************
Galib rastese ja rahe
the
Galib rastese ja rahe the
Galib rastese ja rahe the
mod aaya
mud gaye!!!! hain na shayaro wali baat
**************************
Tum aye aur nur aya
Tum
aye aur nur aya
chalo ab teeno mil kar cinema dekhane chalte
hai...
**************************
Ji karata hain tere rasbhare
hoton ko chumlu
Ji karata hain tere rasbhare hoton ko
chumlu
Ji karata hain tere rasbhare hoton ko chumlu
magar teri
behati nak ne irada badal diya hai
**************************
Hum
raste ke ispar teh aur woh raste ke us par teh
kuch hum aage bhade aur kuch
wo aage bhadi
kuch hum aage bhade aur kuch wo aage bhadi
hum kuch aur aage
bhade woh kuch aur aage bhadi
hum kuch aur aage bhade woh kuch aur aage
bhadi
aab haal yeh hai..hum raste ke is paar hai aur woh us paar
hai
**************************
door se dekha to sher dikhai deraha
tha
door se dekha to sher dikhai deraha tha
main wahan se hi bhag
gaya.....
**************************
ram ram sab kare dashrath kare na
koi
Dashrath kasrat na kare to ram kahan se hoi (hain na sochne wali batt
??)
**************************
ji karta hain ki teri rasbhari ankhon
mein kud jau
ji karta hain ki teri rasbhari ankhon mein kud jau
ji karta
hain ki teri rasbhari ankhon mein kud
jau
chapaak!!!!!!
**************************
tere pyar mein
pagal kutta ban gaya huin...
yakin naa aaye , to bhao...! bhao...
bhao..!!
**************************
abhi to saam(shyam) jawan
hai
aur uska baap major hai..
**************************
ooh
kali kidhar ko chali ...
kabhi iss gali to kabhi piya ki
gali
**************************
jeene ki raho mein mare jaa rahe
hai log
marne ki raho mein jiye jaa rahe hai
log
***************************
kabhi kabhi mere dil mein khayal
aata hai
kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai ..
ke kyon
kabhi kabhi mere dil mein khayal aata
hai??
***************************
meine tume pyaar kiya abla
samajh kar
tere baap ne mujhe pita tabla samajh
kar
***************************
Main hu yahan, tu hai
wahan
Main hu yahan, tu hai wahan
Lifebouy hai jahan,
tandurusti hai wahan
***************************
pyar chand
se hota hai...sitaron se nahin
dil ek pe aata hai.. hajaro par
nahin
***************************
Maine tumhare yaadon mein ro ro ke
tub bhar diya
Magar tum itney be-wafa nikle ki nahake chal
diye
***************************
Aasmaan mein ud raha hai
kabootar
Aasmaan mein ud raha hai kabootar
Aasmaan mein ud
raha hai kabootar
Flutter Flutter, Flutter Flutter
!!!!
***************************
Yeh tera chehra hai yaa kele kaa
chhilka
Jo dekha to dil phisal
gaya.
***************************
Dharti so rahi hai, Aasman so
raha hai
Dharti so rahi hai,Aasman so raha hai
Nonsense! yeh
sab kya ho raha hai?
***************************
naa dharti
hoti naa aasman hota...
agar yeh sab nahin hota,to tu kahan
hota
***************************
yeh ishq nahin hai aasan itna
samajh lijiye
yeh aag ka darya hai.usme doob kar jana
hai
**************************
Dil mein sanam ki soorat, aankhon
mein aashiqui de
Dil mein sanam ki soorat, aankhon mein aashiqui
de
Ae khuda mere 486 ko tu pentium II banade!!
**************************
Kashmir ghumana chahta tha
mein tujhe, ban ke tera guide
Kashmir ghumana chahta tha mein tujhe,
ban ke tera guide
Tere mote bhai ne mujhe pita, sala "Intel
Outside".
**************************
Tata ki beti se pyar kiya, toot
gaya dil.
Aab kabhi na bol paoonga "we also make
steel"
**************************
Ek ladki bhigi bhaagi
si
Ek ladki bhigi bhaagi C
Ek ladki bhigi bhaagi
C++
AChchhooon..........
**************************
Tera
chehra hai zheel mein khile kamal ki tarah
286 machine pe run hota hua
COBOL ki tarah
**************************
Teri Biwi ko
dekhoon mein kar ke nazar wide
Neighbor's envy owner's
pride
**************************
**************************