Phir Se Mausam Baharon Ka
-Jagjit Singh
Phir se mausam baharon ka aane ko hai
phir se rangeen zamana badal jayega
ab ki bas mein chraha sajayenge hum
yeh bhi armaan dil ka nikal jayega
Aap kar gaye jo mujh par nigah-e-karam
meri ulfat ka reh jayega kuch barham
yeh afsana to mera rahega wahi
bus ulmaan unka badal jayega
Fiki fiki si kyon shaam-e-mehkhana hai
lutf-e-saqi bhi kum khali mehkhana hai
apni nazron se hi kuch pila dijiye
rang mehfil ka khud hi badal jayega
Mail your comments at [email protected]
Main Index     Jagjit Singh Index