Har Gosha Gulistan Tha
-Jagjit Singh
Har gosha gulistan tha
kal raat jahan main tha
Nagme the hawaon mein jadu tha fizaon mein
ek jashan bahara tha kal raat jahan main tha
Dariya-e-mohabbat mein kashti thi jawani ki
jasbaat ka toofan tha kal raat jahan main tha
Mehtaab tha bahon mein jalwe the nigahon
ek jashan bahara tha kal raat jahan main tha
Mail your comments at [email protected]
Main Index     Jagjit Singh Index