Nazar Nazar Se Mila
-Jagjit Singh
Nazar nazar se mila kar sharab pite hain
hum unko paas bitha kar sharab pite hain
Isi liye to hai andhera mehkhaane mein bahut
yahan gharon ko jalakar sharab pite hain
Hume tumhare siva kuch nahin aata
tumhe nazar mein saja kar sharab pite hain
Unhi ke hise mein aati hai payaas bhi aksar
jo dusron ko pila kar sharab pite hain
Mail your comments at [email protected]
Main Index     Jagjit Singh Index