Apni Aag Ko Zinda

-Jagjit Singh



Apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai

pathar bich aaina rakhna kitna mushkil hai


Tumne mandir dekhenge honge yeh mera aangan hai

ek diya bhi jalta rakhna kitna mushkil hai


Kitna aasan hai tasveer banana auron ki

khud ko base aaina rakhna kitna mushkil hai


Chulu mein woh dard ka dariya dhyan mein uske ho

khudko yun hi pyasa rakhna kitna mushkil hai




Mail your comments at [email protected]


Main Index     Jagjit Singh Index

Hosted by www.Geocities.ws

1