Deewaron Se Milkar Rona Accha Lagta Hai
| Hum Bhi Paagal Ho Jaayen Gain Ayesa Lagta Hai
|
| Duniya Bhar Kee Yaaden Hum Se Milnay Aati Hain
|
| Shaam Dhalay Iss Soonay Ghar Mein Mela Lagta Hai
|
| Top |
|
|
|
|
Rafta Rafta Woh Meri Hasti Ka Samaan Ban Gaye
|
| Pehlay Jaan Phir Jaanay Jaan Phir Jaanay Jaana Ban Gaye
|
|
|
|
|
| Ek Tum Hi Nahin Tanha Ulfat Mein Meri Ruswa
|
| Iss Shehar Mein Tum Jaysay Mastaanay Hazaron Hain
|
|
|
|
|
| Naam Gum Jaaye Ga Chehra Yeh Badal Jaaye Ga
|
| Meri Awaaz Hi Pehchan Hai Gar Yaad Rahay
|
| Waqt Kay Sitam Kam Haseen Nahin
|
| Aaj Hain Yehan Kal Kahin Nahin
|
| Waqt Say Barhay Agar Mil Gaye Kahin
|
| Top |
|
|
|
| Tera Mera Piyar Amar Phir Bhi Mujhko Lagta Hai Dar
|
| Meray Jeewan Saathi Bata Dil Kiyoon Dharkay Reh Reh Kar
|
|
|
|
|
| Yeh Chaand Khila Yeh Taaray Haseen
|
| Yeh Raat Bari Matwali Hai
|
| Samajhnay Walay Samajh Gaye Hain
|
| Na Samjhayn Na Samjhayn Woh Anari Hain
|
|
|
|
|
| Hum To Hain Pardes Mein
|
| Des Mein Nikla Hoga Chaand
|
| Top |
|
|
|
| Yeh Dil Aur Unkay Nigaahon Kay Saaye
|
| Hamayn Gher Letay Hain Baahon Kay Saaye
|
|
|
|
|
| Dekha Ek Khwab To Yeh Silsilay Huay
|
| Door Tak Nigaahon Mein Hain Gul Khilay Huay
|
| Yeh Gila Hai Aapki Nigaahon Say
|
| Phool Bhi Hain Darmiyaan To Faaslay Huay
|
| Top |
|
|
|
| Tu Iss Tarah Say Meri Zindagi Mein Shaamil Hai
|
| Jahaan Bhi Jaaoon Yeh Lagta Hai Teri Mehfil Hai
|
| Yeh Aasman Yeh Baadal Yeh Raastay Yeh Hawa
|
| Har Ek Cheez Hai Apni Jaga Thikaanay Pay
|
| Kayee Dino Say Shikaayat Nahin Zamaanay Say
|
| Yeh Zindagi Hai Safr Tu Safar Ki Manzil Hai
|
| Tu Iss Tarah Say Meri Zindagi Mein Shaamil Hai
|
|
|
|
|
| Jo Humnay Daastan Apni Sunaayee Aap Kiyoon Royay
|
| Tabaahi To Humaray Dil Pay Aayee Aap Kiyoon Royay
|
| Top |