Intezar-e-ulfat-e-yar har shab talak kea humnay,
Kissay khaber thy ky dil ky sheeshay yun tot jatay hain.
Rishtay nibhanay ka wada to har koe krta hai,
Per jaty jaty kuch bewafa dilon ko tore jatay hain.
*********************************************************
Mujhay itna na azamao ky hum juda hojein,
Tore ky yeh peyar ky rishtay, dunya say khafa hojein.
Iss zamanay ke bheer mein bhe tanha hain hum,
Kahin yeh peyar ky pal nazroon say neha na hojein.