Shashwat few creation's



Chattno ko chatka de, rawani usko kahtein hain,
Jo dil pe naksh ho jao, kahani usko kahte hain,
Nahi maalom hai tumko, Karishma kaisa hota hai,
Ulat de jo Himalaya ko jawani usko kahte hain
Bujhane ko diya, tufan jab koi machlta hai,
Na ainchal main sharan milti hain, na koi joor chalta hai,
Magar tufan ko bhi jo jalakar khak kar dale,
Na jalta aausin se wah, lahu se deep jalta hain
Mauseme kushgawar kaya kahite,
Ye fiza ye bahar kya kahiye,
Esi aalam main kya munasib hai,
AAp se bar bar kay kahiye
Chandni, chand sitaron ka koi kaam nahi,
Pyar ke maun isharon ka koi kaam nahi,
Bhejna cahte ho to bhej do pathjhar lakin,
Jo nahi tum, to bahron ka koi kaam nahi.
Ek rangeen khwab dekha hai,
Doosra aaftab dekha hai,
Humne dekha nahi kayamat ko,
Aapko, benakab dekha hai,
Wonderful writing's (not mine !)