FIDA
Yeh dil jigar jhuki nazar Ae hamsafar chupke se kehne lagi Suno zara kahoon main kya Meri vafa tumse meri zindagi Aaj kaho sanam jitna pyaar karoon tumhe utna - 2 Hai kasam pyaar ki, muskura do mere sanam Chaahatein keh rahi, mujhko de do tum apne gham Hai meri aarzoo aise chhup na raho Khaamoshi tod do, kuch na kuch to kaho Kahan kahan yahan vahan Idhar udhar chhaaya tumhaara nasha Aaj kaho sanam jitna pyaar karoon tumhe utna - 2 Khwaahishein bolti bekhudi mein kho jaaoon main Chain se do ghadi baazuon mein so jaaoon main Tumsa koi nahin tum bahut khoob ho Tum mera khwaab ho, mere mehboob ho Kahan kahan yahan vahan Idhar udhar chhaaya tumhaara nasha Hua hua asar asar Hai kya asar hone lagi main fida Aaj kaho sanam jitna pyaar karoon tumhe utna Aaj kaho sanam jitna pyaar karoon tumhe utna
Ek main hoon, ek tu hai Chaahatein hain, aarzoo hai Aashiqui bhi ab shuru hai Aaja ve maahi ve soniya Ek main hoon, ek tu hai Chaahatein hain, aarzoo hai Aashiqui bhi ab shuru hai Aaja ve maahi ve soneya Jaaniya kya kiya Dil tujhe de diya Jaaniya kya kiya Dil tujhe de diya Aankhon hi aankhon mein Baaton hi baaton mein tune churaaya jiya Aaja ve maahi let's do balle balle - 4 Ek main hoon Ek tu hai Chaahatein hain Aarzoo hai Aashiqui bhi Ab shuru hai Aaja ve maahi ve soneya You and me we'll get it all right Just you and me gettin on tonight Only me only you, yo girl you know I'm in love with you When I see you pass and I see you there You know I gotta gotta gotta stop and stare You know I gotta gotta be everywhere You know I gotta gotta lotta love to share You and me yo baby girl it's true Yeah, I'm in love with you Aaja ve maahi let's do balle balle - 4 Main tere pyaar mein kho gayi is kadar Ho gayi ho gayi sab se main bekhabar Dumroo jo bajta hai aashiq tadapta hai Chhaa jaata hai ek nasha Aaja ve maahi let's do balle balle - 4 Ek main hoon Ek tu hai Chaahatein hain Aarzoo hai Aashiqui bhi Ab shuru hai Aaja ve maahi ve soneya Aaja ve maahi let's do balle balle - 4 Dhadkanein tez hain, ishq bhi hai jawaan Tujhpe hoon main fida jaane jaan Sapnon ki raani tu dil ki kahaani tu Love mein hai aaye maza Aaja ve maahi let's do balle balle - 4 Ek main hoon Ek tu hai Chaahatein hain Aarzoo hai Aashiqui bhi Ab shuru hai Aaja ve maahi ve soneya Jaaniya kya kiya Dil tujhe de diya Aankhon hi aankhon mein Baaton hi baaton mein tune churaaya jiya Aaja ve maahi let's do balle balle - 8
Dil mere na aur intezaar kar - 2 Dil mere na, dil mere na aur intezaar kar Ishq hai to ishq ka izhaar kar - 2 Dil mere na aur intezaar kar Dil mere na, dil mere na aur intezaar kar Ishq hai to ishq ka izhaar kar - 2 I love you love you like crazy I want you want you like crazy Kisi aur ki na hone doon main Meri zindagaani hai tu Jise raat din main padhta raha Meri voh kahaani hai tu Maine teri baaton pe yakeen kar liya Baahon ki panaahon mein tujhe bhar liya, aa jaa Jaan kehti hai, jaan kehti hai mujhpe jaan nisaar kar Ishq hai to ishq ka izhaar kar - 2 I love you love you like crazy I want you want you like crazy Deewaanon se bhi deewaana hai tu Teri zid se haari hoon main Mere saathiya mujhe hai pata Teri beqaraari hoon main Khwaabon mein khayaalon mein basaake rakhoon Main to tujhe palkon mein chhupaake rakhoon, aa jaa Mehbooba tu, mehbooba tu mera aitbaar kar Ishq hai to ishq ka izhaar kar - 2 (I love you love you like crazy I want you want you like crazy) -2
Maine jisko chaaha mil gaya Chain jab se aaya dil gaya Dekhke tumhaari yeh ada Jaaneman hui main to fida Maine jisko chaaha mil gaya Chain jab se aaya dil gaya Dekhke tumhaari yeh ada Jaaneman hua main to fida Mujhe kar de paagal yeh aankhon ka kaajal Deewaana kare yeh hansi Teri uthti jhukti yeh qaatil nigaahein Sikhaane lagi aashiqui Mujhe jhoomne de tujhe choomne de Hai mauka bada dilnasheen Bekhabar tujhe na yeh pata Mere ishq ka hai yeh nasha Maine jisko chaaha mil gaya (La la la la la la la la la la la la la La la la la la la la la la la) - 2 Mohabbat hoon main mujhko lab se laga le Bujha le tu dhadkan ki pyaas Gulaabon ke saaye khayaalon pe chhaaye Na kaanta koi aas paas Tera ishq dil mein chubhe lamha lamha Tu jaan meri main teri saans Rang aisa chhalka pyaar ka Yeh zamaana saara hil gaya Maine jisko chaaha mil gaya
Nazar nazar dhoonde use meri nazar Aayegi ek din voh mere saamne Uski ada ne mujhko aashiq banaake chhoda Aake meri neendon mein khwaabon se rishta joda Na usko pata hai, na usko khabar hai Main uspe fida is kadar Nazar nazar dhoonde use meri nazar Aayegi ek din voh mere saamne Na na, pehle kabhi na aisa hua tha jo ab hua Haan jaana jaane tamanna maine na jaana kya kab hua Mere dil pe dilbar jo chhaaya junoon hai Tere ishq ka hai asar Nazar nazar dhoonde use meri nazar Aayegi ek din voh mere saamne Usne dekhi na hogi aisi anokhi deewaangi Haan haasil usko karegi ek din yeh meri aawaargi Dekhi na aisi mohabbat, dekha na aisa deewaana Teri jawaan dhadkanon mein ab to hai mera thikaana Kabhi na kabhi to kahin na kahin to Milegi voh jaane jigar Nazar nazar Nazar nazar Dhoonde use Dhoonde mujhe Meri nazar Teri nazar Aayegi ek din voh mere saamne Uski ada ne mujhko aashiq banaake chhoda Aake meri neendon mein khwaabon se rishta joda Na usko pata hai, na usko khabar hai Main uspe fida is kadar Nazar nazar dhoonde use meri nazar Aayegi ek din voh mere saamne