All: (Kandhon se milte hain kandhe, qadmon se qadam milte hain Ham chalte hain jab aise toh dil dushman ke hilte hain) -2 Kunal: Ab toh hamein aage badte hai rehna Ab toh hamein saathi hai bas itna hi kehna Roop Kumar: Ab toh hamein aage badte hain rehna Ab toh hamein saathi hai bas itna hi kehna Sonu: Ab jo bhi ho shola banke pathar hai pighlaana Hariharan: Ab jo bhi ho baadal banke parbat par hai chhaana All: (Kandhon se milte hain kandhe, qadmon se qadam milte hain Ham chalte hain jab aise toh dil dushman ke hilte hain) -2 Roop Kumar: Nikle hain maidaan mein ham jaan hatheli par le kar Shankar: Ab dekho dam lenge ham jaake apni manzil par Sonu: Khatron se haske khelna, itni toh ham mein himmat hai Kunal: Mode kalaai maut ki, itni toh ham mein taaqat hai All: Ham sarhadon ke waaste lohe ki ik deewaar hai Ham dushmanon ke waaste hoshiyaar hai taiyaar hai Shankar: Ab jo bhi ho shola banke pathar hai pighlaana Kunal: Ab jo bhi ho baadal banke parbat par hai chhaana All: Kandhon se milte hain kandhe, qadmon se qadam milte hain Ham chalte hain jab aise toh dil dushman ke hilte hain Hariharan: Josh dil mein jagaate chalo, jeet ke geet gaate chalo All: Josh dil mein jagaate chalo, jeet ke geet gaate chalo Sonu: Jeet ki jo tasveer banaane ham nikle hain apni lahoo se Ham ko us mein rang bharna hai Shankar: Saathi maine apne dil mein ab ye thhaan liya hai Ya toh ab karna hai, ya toh ab marna hai Roop Kumar: Chaahein angaarein barse ke bijli gire Tu akela nahin hoga yaara mere Kunal: Koyi mushkil ho ya ho koyi ho morcha Saath har mod par honge saathi tere Hariharan: Ab jo bhi ho shola banke pathar hai pighlaana All: Ab jo bhi ho baadal banke parbat par hai chhaana Kandhon se milte hain kandhe, qadmon se qadam milte hain Ham chalte hain jab aise toh dil dushman ke hilte hain Sonu: Ik chehra aksar mujhe yaad aata hai Is dil ko chupke chupke woh tadpaata hai Hariharan: Jab gharse koyi bhi khat aaya hai Kaagaz ko maine bheega bheega paaya hai Shankar: Palkon palkon pe yaadon ke kuch deep jaise jalte hain Kuch sapne aise hain, jo saath saath chalte hain Sonu: Koyi sapna na toote koyi waada na toote Tum chaaho jisse dil se woh tumse na roothhe Hariharan: Ab jo bhi ho shola banke pathar hai pighlaana Roop Kumar: Ab jo bhi ho baadal banke parbat par hai chhaana All: Kandhon se milte hain kandhe, qadmon se qadam milte hain Ham chalte hain jab aise toh dil dushman ke hilte hain Kunal: Chalta hai jo ye kaarvaan, gunji si hai ye waadiyaan Shankar: Hai ye zameen, ye aasmaan Roop Kumar: Hai ye hawa, hai ye sama Sonu: Har raste ne, har waadi ne har parbat ne sada di All: Ham jeetenge ham jeetenge ham jeetenge har baazi (Kandhon se milte hain kandhe, qadmon se qadam milte hain Ham chalte hain jab aise toh dil dushman ke hilte hain) -4 Shankar: Chalta hai jo� ye kaarvaan�, gunji si hai� ye waadiyaan�
Udit: (Agar main kahoon mujhe tumse mohabbat hai Meri bas yehi chaahat hai toh kya kahogi) -2 Alka: Main tumse kahoongi, is baat ko agar tum Zara aur saja ke kehte, zara ghooma-phira ke kehte Toh achcha hota Udit: Agar main kahoon Tumko jab dekhoon lagti ho jaise nayi Honthh hain pankhadi phool ki Aankhein jaise jugnu chamke huwe Soche mera ye dil dhadakte huwe Agar main kahoon� Agar main kahoon ye jo chehra hai Jaise koyi chaand hai toh kya kahogi Alka: Main tumse kahoongi Mujhko bhoole se bhi chaand tum na kaho Chaand mein toh kayin daag hai Mujhe phool na kehna woh murjhaate hain Jugnu bhi na kehna woh kho jaate hain Ye baatein puraani hai, jo mujhko sunaani hai Kissi aur adaa se kehte, zara ghooma-phira ke kehte Toh achcha hota Udit: Agar main kahoon mujhe tumse mohabbat hai Meri bas yehi chaahat hai toh kya kahogi Udit: Agar main kahoon Baatein sunke tumhaari main hairaan hoon Jo bhi kehna hai kaise kahoon Lagta tumhein kuchh bhi achcha nahin Sach ko bhi kehti ho sachcha nahin Alka: Agar main kahoon.. Agar main kahoon tumhein pata nahin hai kyun Hai pyaar mujhe bhi tumse toh kya kahoge Udit: Main tumse kahoonga, mere dil ka hai ye kehna Ham ko hai saath mein rehna Alka: Ye dono ke dil mein hai na toh phir kyun kehna Udit: Agar main kahoon Alka: Toh main tumse kahoongi
Haan yehi rasta hai tera, tune ab jaana hai Haan yehi rasta hai tera, tune ab jaana hai Haan yehi sapna hai tera, tune pehchaana hai Haan yehi rasta hai tera, tune ab jaana hai Haan yehi sapna hai tera, tune pehchaana hai Tujhe ab ye dikhaana hai Roke tujhko aandhiyaan, ya zameen aur aasmaan Paayega jo lakshya hai tera Lakshya toh har haal mein paana hai Mushkil koyi, aajaaye toh, parbat koyi, takraaye toh Taaqat koyi, dikhlaaye toh, toofaan koyi, mandlaaye toh Mushkil koyi aajaaye toh, parbat koyi takraaye toh Barse chaahe ambar se aag, lipte chaahe pairon se laakh -2 Paayega jo lakshya hai tera Lakshya toh har haal mein paana hai Himmat se jo koyi chale, dharti hille qadmon tale Kya dooriyaan kya faasle, manzil lage aake gale Himmat se jo koyi chale, dharti hille qadmon tale Tu chal yunhi ab sub-o-shaam, rukna, jhukna nahin tera kaam -2 Paayega jo lakshya hai tera Lakshya toh har haal mein paana hai Haan yehi rasta hai tera, tune ab jaana hai Haan yehi sapna hai tera, tune pehchaana hai Tujhe ab ye dikhaana hai
Hariharan: Kitni baatein yaad aati hai Tasveerein si ban jaati hain Main kaise inhein bhooloon Dil ko kya samjhaaun Sadhana: Kitni baatein kehne ki hai Honton par jo sehmi si hai Ik roz inhein sun lo Kyun aise gum-sum ho Hariharan: Kyun poori ho na paayi daastaan Sadhana: Kaise aayi hai aisi dooriyaan Hariharan: Dono ke dilon mein chhupa hai Jo ik anjaana sa gham Kya ho paayega woh kam Koyi kya kahe Sadhana: Dono ne kabhi zindagi ke Ik mod pe bhi jo paayi Hai kaisi woh tanhaai Koyi kya kahe Hariharan: Kitna viraan hai ye sama Sadhana: Saanson mein jaise ghulta hai dhuwaan Kaisi aayi hai aisi dooriyaan Hariharan: Kitni baatein yaad aati hai Tasveerein si ban jaati hain Main kaise inhein bhooloon Sadhana: Tumse aaj yun milke dil ko Yaad aaye lamhein kal ke Ye aansoon kyun hai chhalke Ab kya kahen Hariharan: Tumne hamko dekha jo aise Toh ik umeed hai jaagi Phir tumse pyaar paane ki Ab kya kahen Sadhana: Aa gaye ham kahaan se kahaan Hariharan: Dekhe mudke ye dil ka kaarvaan Kaisi aayi hai aisi dooriyaan Sadhana: Kitni baatein kehne ki hai Honton par jo sehmi si hai Ik roz inhein sunlo Kyun aise gum-sum ho Hariharan: Kitni baatein yaad aati hai Tasveerein si ban jaati hain Main kaise inhein bhooloon Dil ko kya samjhaaun
Main aisa kyun hoon -4 Main aisa kyun hoon -3 Main jaisa hoon main waisa kyun hoon Karna hai kya mujhko ye maine kab hai jaana Lagta hai gaaunga zindagi bhar bas ye gaana Hoga jaane mera ab kya Oh� Koyi toh bataaye mujhe Oh� Gadbad hai ye sab kya Oh� Koyi samjhaaye mujhe Oh� (Oh we ee aa owe ee oh Oh we ee aa owe owe owe owe) -2 Main aisa kyun hoon -4 Main aisa kyun hoon -3 Main jaisa hoon main waisa kyun hoon Ab mujhko ye hai karna, ab mujhe woh karna hai Aakhir kyun main na jaanoon, kya hai ke jo karna hai Lagta hai ab jo seedha, kal mujhe lagega ulta Dekho na main hoon jaise, bilkul ulta phulta Bad loonga main abhi kya Oh� Maanoon toh kya maaanon main Oh� Sudhroonga main kabhi kya Oh� Ye bhi toh na jaanoon main Oh� Jaane ab mera, hona kya hai (oh) Lagta hai tumko kya Jaane ab mera, hona kya hai (oh) Kya main hoon jaisa bas waisa rahoonga? Oh we ee aa owe ee oh Oh we ee aa owe owe owe owe Karna hai kya mujhko ye maine kab hai jaana Lagta hai gaaunga zindagi bhar bas ye gaana Hoga jaane mera ab kya Oh� Koyi toh bataaye mujhe Oh� Gadbad hai ye sab kya Oh� Koyi samjhaaye mujhe Oh� (Oh we ee aa owe ee oh Oh we ee aa owe owe owe owe) -2 Main aisa kyun hoon -4 Main aisa kyun hoon -3 Main aisa aisa aisa hi hoon
Dawood
Lakshya