Its takes a min to have a crush on someone, it take an hour
to like someone, its takes a day to love someone, but it takes
lifetimes to forget someone.

Kaise Sakoon Paoon..
kaise sakoon paoon jo tumhe na dekh paoon
kaise dil ko samjhaoon, jo tumhe na pass paoon

"maut pe bhi humko yakin hai, tum pe bhi ietebaar hai,dekhen phale kaun aata hai, humko to dono ka intezaar hai 

pyar dard ka dosra naam hai.....
pyar  dard ka dosra naam hai
 tanahaee kiska naam hai??
zindagi ka to nahi...??

"Tanhai hai pyaar mein, barbadi hai pyar mein, Aasu hai pyar mein, bebasi hai pyaar mein gum hai pyaar mein, haar bhi hai pyar mein Hame sab patha hai lekin kya kare, hum bhi hai pyar mein 

"kaash dil phoolon ka nahin kaach ka hota to thoda dard dil todne walo ko bhi hota"

Ho sake to bus itni dua apne us rub se karna ki mera yaar jahan bhi rahe, jiske saath bhi rahe khush rahe, mehkta rahe, abaad rahe...

"lehar aati hai kinare se palat jaati hai. Yaad aati hai dil mein sama jaati hai. Lehar aur yaad mein fark sirf itna hai, lehar bewaqt aati hai ar yaad har waqt aati hai"

Mujhe bhulna bhi chaho to bhula na sako ge
Main to palkon pe thahar jaoon ga, aaansoon ki tarah


Teri Yaad mein har pal Itna jala jata hoon
Log khud ko jalate hain
Mein Dil ko jalata hoon

"Ruth kar tum mujhe bhulane lage, Itne door hue ki bahut yaad aane lage kaise bhuladoo tumhe ek pal mein, jab tumhe paane mein mujhe zamane lage 

Kabhi dhoka na dena
Main tooth ke bikhar jaoonga
Yeh haath kabhi na chorna
Tere saath zindagi se jaoonga
Aur jidhar tu chali
Main udhar aaoonga

Din tere khayal mein guzar jata hai, Raat ko bhi khayal tera hi aata hai, kabhi yeh khayal is kadar baadh jaata hai ki aaine mein tere chehra nazar aata hai

Ar karz dosti ka ada kaun karega,
Jab hum hi nahi rahenge to dosti kaun karega,
Aye khuda mere dosto ko salamat rakhna,
Varna mere jeene ki dua kaun karega!

" Raat chupchaap hai magar chand khamosh nahi, Kaise kahe dun khuda aaj faramosh nahi aise duba teri aankhon ki gaherai mein, haat mein jaam hai magar peene ka hosh nahin

Yeh mat pucho tum bin hum kya kya khote rahe,
Tumhari yaadon mein hum roz kitne rote rahe,
Na din gujre hai na raatein,
Bas kuch bechain se hum hote rahe!

Aankhon ki zuban wo samajh nahi pate,
Hoth magar kuch keh nahi pate,
Apni bebasi kis tarah kahe,
Koi hai jiske bina hum reh nahi pate

Ae dil kisiki yaad mein rona fizul hai,
Aasu bade anmol hai,
Inhe khona fizul hai,
Ro to unke liye jo tumpar nissar hai,
Uske liye kya rona jinke aashiq hazar hai.


Zindagi ki rahon mein tumhe jo gam milenge,
Mere hoslon se kam milenge,
Jab khud ko tanha pao kabhi,
Kasam dosti ki bas yaad karna aur samne hum milenge.

Hum ne bhi kisi se pyar kiya tha 
uska intijar sadio kiya tha
kyapata tha ki wah bhul jaigi hume 
kasur uski nahi hamara tha
jo yek bewafa se pyar kiya tha

Unke dekhne se ji aa jaati hai Chehare pe Raunak,
Unke dekhne se jo aa jaati hai Chehare pe Raunak,
Woh samajhte hain ki Bimaar ka Haal Accha hai.

Kahani bun ke Jiyen hain woh Dil ke Aashiyane mein
Lagegi humko bhi Sadiyan unhe Bhulane mein.


Satatee hai mujhe meri apni hee wafain
dil ko aa jaata sakoon jo milti teri wafain

Teri bewafai ko log kehte hain teri majboori
mai apni majboorian kahan tak ginaoon

 

Yeh dil pyaar ke kabil na raa,
Koi bhi izhaar ke kabil na raha,
Is dil mein bas gai dosti aapki,
Abh to chand bhi deedar ke kabil na rah.

Bada armaan tha tere sang jeevan bitanne ka,
Shikwa he bas tere khamosh reh jaane ka,
Dewaangi isse badkar bhi kya hogi,
Aaj bhi intajaar hai tere aane ka.


Kabhi na kabhi to baharon ke phool murjha jayenge, 
Bhule bhi kabhi hum tumhe yaad ayenge,
Ehsaas hoga tumhe meri dosti ka jab hum bahot dur chale jayenge.

Asuko ankho ki dehleej pe laya na karo,
Apne dil ka haal kisi ko batay na karo,
Log muthi bar namak liye ghuma karte hai,
Apne zakham kisi ko dikhaya na karo. 

Tujhe Yaad Karta Hoon..
Aanken band kar bhi, hum tera deedar karte hain,
Aye sanam, hum to sirf tum se pyar karte hain.
Lakh chaah kar bhi main tujhe bhula nahi sakta,
Saans rahte, teri tasvir aankhon se hataa nahi sakta.
Aakhiri pal tak o bewafaa, tujehe yaad karta hoon,
Teri yaadon ko seene mein basaa kar chalta hoon



Baal faila kar jab koi mehbooba kabar par roti hai
tab mehsoos hota hai ke mout kitni haseen hoti hai

Send your mail [email protected]

Copyright © 2002 reji. All rights reserved.
site designed&maintained by rejis creative unit

 

Hosted by www.Geocities.ws

1