Ham Hain Rahi Pyaar Ke
#----------------------------------PLEASE NOTE---------------------------------#
#This file is the author's own work and represents their interpretation of the #
#song. You may only use this file for private study, scholarship, or research. #
#------------------------------------------------------------------------------##





ham hai.n rAhI pyAr ke, hamase kuchh na boliye \- 3

jo bhI pyAr se milA, ham usI ke ho liye \- 2

ham usI ke ho liye

jo bhI pyAr se milA, ham usI ke ho liye



dard bhI hame.n qubUl, chaina bhI hame.n qubUl \- 2

hamane.n har tarah ke phUl, haar me.n piro liye, \- 2

jo bhI pyAr se milA ...



dhUp thI nasIba me.n, to dhUp me.n liyA hai dam \- 2

chA.NdanI milI to ham, chA.NdanI me.n so liye \- 2

jo bhI pyAr se milA ...

	

dil pe AsarA kiye, ham to bas yU.NhI.n jiye \- 2

ek kadam pe ha.Ns liye, ek kadam pe ro liye \- 2

jo bhI pyAr se milA ...



rAh me.n pa.De.n hai.n ham, kabase aap kI qasam	\- 2

dekhiye to kam se kam, boliye naa boliye \- 2

jo bhI pyAr se milA ...

ham hai.n rAhI pyAr ke, hamase kuchh na boliye

jo bhI pyAr se milA, ham usI ke ho liye

Hosted by www.Geocities.ws

1