Geet Gaata Hoon Main
#----------------------------------PLEASE NOTE---------------------------------#
#This file is the author's own work and represents their interpretation of the #
#song. You may only use this file for private study, scholarship, or research. #
#------------------------------------------------------------------------------##




giit gaataa huu.N mai.n gunagunaataa huu.N mai.n

mai.n ne ha.Nsane kaa vaadaa kiyaa thaa kabhii

isaliye ab sadaa muskuraataa huu.N mai.n



ye muhabbat ke pal kitane anamol hai.n

kitane phuulo.n se naazuk mere bol hai.n

sab ko phuulo.n kii maalaa pahanaataa huu.N mai.n

muskuraataa huu.N mai.n

giit gaataa huu.N mai.n ...



roshanii hogii itanii kise thii khabar

mere man kaa ye darpaN gayaa hai nikhar

saaf hai ab ye darpaN dikhaataa huu.N mai.n

muskuraataa huu.N mai.n

giit gaataa huu.N mai.n ...

Hosted by www.Geocities.ws

1