Duniyaa O Duniyaa
#----------------------------------PLEASE NOTE---------------------------------#
#This file is the author's own work and represents their interpretation of the #
#song. You may only use this file for private study, scholarship, or research. #
#------------------------------------------------------------------------------##
% ITRANS Song #



duniyaa o duniyaa, teraa javaab nahii.n

terii jafaao.n kaa, bas koI hisaab nahii.n



tuu chhaa.nv hai yaa hai dhuup khabar kisako

kyaa hai teraa asalii ruup khabar kisako

aaye nazar kaise tuu aa.Nsuu hai, Kvaab nahii.n

duniyaa o ...



tere zubaa.n pe hai, zikr sitaaro.n kaa,

tere labo.n pe hai, naam bahaaro.n kaa

par tere daaman me.n, kaa.NTe hai.n, gulaab nahii.n

duniyaa o ...



ye kin khayaalo.n me.n, kho gaye hai.n aap,

kyo.n kuchh pareshaa.N se, ho gaye hai.n aap 

aapase to mujhako kuchh shiqavaa janaab nahii.n

duniyaa o ...

Hosted by www.Geocities.ws

1