Film:- � � � AB-E-HAYAT
Song:- Main Garibon Ka Dil
Singers:- Hemant Kumar, Chorus
Year of Release:- 1954

LYRICS:-

Hemant:-             Main Garibon Ka Dil Hoon
                     Watan Ki Zabaan
                     Main Garibon Ka Dil hoon
                     Watan Ki Zabaan
                     Bekason Ke liye pyar ka aasmaan
                     Bekason Ke liye pyar ka aasmaan
                     Main Garibon Ka Dil hoon
                     Watan Ki Zabaan

Hemant:-             Main Jo Gaata Chaloon Saath Mehfil Chale
Chorus:              Saath Mehfil chale, saath mehfil chale
Hemant:-             Main Jo Badhta Chaloon Saath Manzil Chale
Chorus:              Saath Manzil chale,
Hemant:-             Saath Manzil chale,
                     Mujhe Raahen Dikhaaten Chale bijliyan
                     Mujhe Raahen Dikhaaten Chale bijliyan
                     Main Garibon Ka Dil hoon
                     Watan Ki Zabaan
                     Main Garibon Ka Dil hoon
                     Watan Ki Zabaan
Chorus:-             Bekason Ke liye pyar ka aasmaan
                     Bekason Ke liye pyar ka aasmaan
                     Main Garibon Ka Dil hoon
                     Watan Ki Zabaan

Hemant:-             Husn bhi dekhkar mujhko hairaan hai
Chorus:              Dekho hairaan hai, dekho hairaan hai
Hemant:-             Apne donon se milne ka armaan hai
Chorus:              dekho armaan hai,
Hemant:-             Dekho armaan hai,
                     Apni Duniya Ka Hoon Main Haseen Naujawan 
                     Apni Duniya Ka Hoon Main Haseen Naujawan
                     Main Garibon Ka Dil hoon
                     Watan Ki Zabaan
                     Main Garibon Ka Dil hoon
                     Watan Ki Zabaan
Chorus:-             Bekason Ke liye pyar ka aasmaan
                     Bekason Ke liye pyar ka aasmaan
                     Main Garibon Ka Dil hoon
                     Watan Ki Zabaan

Hemant:-             Karwaan Zindagani ka rukta nahin
Chorus:              Hanji Rukta Nahin, Hanji Rukta Nahin
Hemant:-             Badshahon Ke aage main jhukta hain
Chorus:              Hanji Jhukta Nahin,
Hemant:-             Main To Jhukta Nahin,
                     Chand Taaron Ke aage mera aashiaan
                     Chand Taaron Ke aage mera aashiaan
                     Main Garibon Ka Dil hoon
                     Watan Ki Zabaan
                     Main Garibon Ka Dil hoon
                     Watan Ki Zabaan
Chorus:-             Bekason Ke liye pyar ka aasmaan
                     Bekason Ke liye pyar ka aasmaan
                     Main Garibon Ka Dil hoon
                     Watan Ki Zabaan






PREVIOUS SONG              

NEXT SONG

BACK
CONTENTS

Hosted by www.Geocities.ws

1