Film:- � � � AB-E-HAYAT
Song:- Main Garibon Ka Dil
Singers:- Hemant Kumar, Chorus
Year of Release:- 1954
LYRICS:-
Hemant:- Main Garibon Ka Dil Hoon
Watan Ki Zabaan
Main Garibon Ka Dil hoon
Watan Ki Zabaan
Bekason Ke liye pyar ka aasmaan
Bekason Ke liye pyar ka aasmaan
Main Garibon Ka Dil hoon
Watan Ki Zabaan
Hemant:- Main Jo Gaata Chaloon Saath Mehfil Chale
Chorus: Saath Mehfil chale, saath mehfil chale
Hemant:- Main Jo Badhta Chaloon Saath Manzil Chale
Chorus: Saath Manzil chale,
Hemant:- Saath Manzil chale,
Mujhe Raahen Dikhaaten Chale bijliyan
Mujhe Raahen Dikhaaten Chale bijliyan
Main Garibon Ka Dil hoon
Watan Ki Zabaan
Main Garibon Ka Dil hoon
Watan Ki Zabaan
Chorus:- Bekason Ke liye pyar ka aasmaan
Bekason Ke liye pyar ka aasmaan
Main Garibon Ka Dil hoon
Watan Ki Zabaan
Hemant:- Husn bhi dekhkar mujhko hairaan hai
Chorus: Dekho hairaan hai, dekho hairaan hai
Hemant:- Apne donon se milne ka armaan hai
Chorus: dekho armaan hai,
Hemant:- Dekho armaan hai,
Apni Duniya Ka Hoon Main Haseen Naujawan
Apni Duniya Ka Hoon Main Haseen Naujawan
Main Garibon Ka Dil hoon
Watan Ki Zabaan
Main Garibon Ka Dil hoon
Watan Ki Zabaan
Chorus:- Bekason Ke liye pyar ka aasmaan
Bekason Ke liye pyar ka aasmaan
Main Garibon Ka Dil hoon
Watan Ki Zabaan
Hemant:- Karwaan Zindagani ka rukta nahin
Chorus: Hanji Rukta Nahin, Hanji Rukta Nahin
Hemant:- Badshahon Ke aage main jhukta hain
Chorus: Hanji Jhukta Nahin,
Hemant:- Main To Jhukta Nahin,
Chand Taaron Ke aage mera aashiaan
Chand Taaron Ke aage mera aashiaan
Main Garibon Ka Dil hoon
Watan Ki Zabaan
Main Garibon Ka Dil hoon
Watan Ki Zabaan
Chorus:- Bekason Ke liye pyar ka aasmaan
Bekason Ke liye pyar ka aasmaan
Main Garibon Ka Dil hoon
Watan Ki Zabaan
PREVIOUS SONG
NEXT SONG
BACK
CONTENTS