Film:- � � � HILL STATION
Song:- Nai Manzil Nai Rahen
Singers:- Hemant Kumar, Lata Mangeshkar
Year of Release:- 1957
StarCast:- Pradeep Kumar, Bina Rai, Shyama

LYRICS:-

Lata:-         Nai Manzil Nai Rahen Naya Hai Meherbaan Apna
               Na Jaane Jaake Theherega Kahan Yeh Caravan Apna
 
Hemant:-       Na Chamkegi Jahan Bijli Na Aayega Jahan Toofan
               Banaaenge Usi Dali Pe Jaakar Aashian Apna

Lata:-         Bharosa Hai Muqaddar Par Tumhara Bhi Sahara Hai
               Kahin Dushman Na Ban Jaaye yeh zaalim Aasman Apna
               Nai Manzil Nai Rahen Naya Hai Meherbaan Apna
               Na Jaane Jaake Theherega Kahan Yeh Caravan Apna

Hemant:-       Dikhaaenge Humen Yeh Chaand Tare Raah Manzil Ki
Lata:-         Dikhaaenge Humen Yeh Chaand Tare Raah Manzil Ki
Lata,Hemant:-  Banaade ho Agar Dushman To Ho Saara Jahan Apna
               Nai Manzil Nai Rahen Naya Hai Meherbaan Apna
               Na Jaane Jaake Theherega Kahan Yeh Caravan Apna
PREVIOUS SONG NEXT SONG

BACK
CONTENTS

Hosted by www.Geocities.ws

1