| Basically urdu is the language that I speak at home with my parents cause as you may or may not have read in the section about me I'm a Pakistani-American. Enjoy! "usay hasna bhi hoga,usay rona bhi ho ga usay pana bhi hoga, usay khona bhi ho ga raato ki tanhaiaya mei ahay bharay ga har dil jo pyar karega" "pahalaa nashaa, pahalaa khumaar nayaa pyaar hai.n nayaa i.ntazaar karaluu.N mai.n kyA apanA haal ai dil-e-beqaraar mere dil-e-beqaraar tU hii bataa (u.Dataa hii phiruu.N in havaao.n me.n kahii.n yA mai.n jhuul jaauu.N, in ghaTaao.n me.n kahii.n ) - 2 ek karaluu.N aasamaan aur zamiin ab yaaro kyA karuu.N kyA nahii.n pahalaa nashaa, pahalaa khumaar ... (usane baat kii, kuchh aise Dha.ng se sapane de gayaa vo hazaaro.n ra.ng ke ) - 2 rah jaauu.N jaise me.n haar ke aur chuume vo mujhe pyaar se pahalaa nashaa, pahalaa khumaar nayaa pyaar hai.n nayaa i.ntazaar karaluu.N mai.n kyA apanA haal, ai dil-e-beqaraar mere dil-e-beqaraar, tu hii bataa" ai mere hamasafar, ik zaraa intazaar sun sadaae.n, de rahii hai, ma.nzil pyaar kii ab hai judaa_ii kaa mausam, do pal kaa mehamaan kaise nA jaaegaa a.ndheraa, kyU.N nA thamegaa tuufaan kaise naa milegii, ma.njil pyaar kii ... pyaar ne jahaa.n pe rakhaa hai, jhuum ke kadam ik baar vahii.n se khulaa hai koI rastaa, vahI.n se girii hai dIvaar roke kab rukii hai, ma.nzil pyaar kii Gazab kaa hai din, socho zaraa ye dIvaanaapan, dekho zaraa tum ho akele, ham bhii akele mazaa aa rahaa hai, qasam se, qasam se dekh lo, hamako kariib se aaj ham mile hai.n nasiib se ye pal phir kahaa.N aur ye ma.njil phir kahaa.N, Gazab ... kyaa kahuu.N, meraa jo haal hai raat din, tumhaaraa khayaal hai phir bhii, jaan-e-jaa.n mai.n kahaa.N aur tum kahaa.N, Gazab Jaadu hai tera hi jaadu.. jo mere di pe chane laga, deewana mere yeh to baata kya kiya tum ne, mitha sa dard nhone laga... Yeh kya hua, pehle na aisa hota tha, mein hoon kahan mein jaanu na.. koi mujhe itna baata de, ghat ka mere, mujko baata de Vo Pehli Baar Jab Hum Mile Haathon Mein Haath Jab Hum Chalen Ho Gaya Yeh Dil Deewana Hota Hai Pyar Ka Kisne Jaana... But u taught me... Pyar Mein Kabhi Kabhi esa paheli baar huva he satra athra salo me andekha anjana aane laga khayalo me aakho ki khidki par ek saya sa laherta he dil ke darvaje par koi dastak deke jata he. gaheri gaheri kali aakho mujse mujko puchti he hatho ki rekhao me ek chahera sa ban jata he uski sase resam jesi galo ko chuti he uski hatho ki khushbu aba tak mere balo me he ha esa paheli bar huva he satra adthara salo me andekha anjana aane laga khayalo me ha ye sach he ki mene kabhi usko dekha nahi lekin itna jarur pata he ki vo kahina kahi to he Dard Pochnay walay tumhay kaise batain akhir Dukh eebaraat tou nahi hain kay likh kar bhayjon Yeh kahani bhi nahi hai kay sunain tum ko Na koi baat he aysi hai kay batain tum ko Zakhaam hoo tou teray nakhun kay hawalay kar dain Aaina bhi tou nahi hai kay dikhain tum ko Yeh koi raaz nahi ...jis ko chupain tou woh raaz kabhi chahray kabhi akhon se chalaak jata hai Jaise anchaal ko sambhalay koi aur tayz hawa Jub bhi chalti hai tou shaanon se dhalaak jata hai Tum nay pocha hai magar kaise batain akhir??? Ankh samundar ..Lub sehra..Chahray par hoo ka aalum.... Raaz chupanay ko koshish may ..tum chaarcha kar baithay ho Hunsnay ki arzo may dabaa'yaa jo dard koo Ansoo humari ankha may pathar kay ho gaay Judayee Na main paas uss ko bula saka ..Na main dil ki baat bata saka Woh hunsi hunsi may he chaal diya...kay main hath tak na hila saka Mujhay kya khabar kay yeh kya huwa...mujhay kitna gahra khumar tha Main khara tha uss kay hisaar may ...mayray irrd gird ghubar tha Yoon sochta raha dair tak...magar uss ko kuch na bata saka Na main paas uss ko bula saka...Na main dil ki baat bata saka Na he dushmani kaise din se ab ..Na hai dosti kaise raat se Hai bacha he kya jo woh lay gaya mujhay cheen kar mayri zaat se Woh muqaam he tha ajeeb saa..kay main khud ko bhi na bacha saka Na main paas uss ko bula saka...Na main dil ki baat bata saka Yeh bhi theek hai kay woh chala gaya mujhay bund rastay pe chor ke Yeh bhi theek hai kay na aay gaa..Woh Buth anaa ka toor kay Woh juda abhi kaise huwa kay main koi rasam bhi na nibha saka Na main paas uss ko bula saka ...Na main dil ki baat bata saka Woh hunsi hunsi may he chal diya ..kay main hath tak na hila saka Ishq ke phool bhi khilte hain, bikhar jaate hain zakhm kaise bhi hon, kuch roze main bhar jaate hain Us khwabon main ab koi nahi aur hum bhi nahi Itne roze se aaye hain, chup chaap guzar jaate hain Nurm aawaaz, bholi baatain, mohazzab lehjaa Pehle baarish main hi, sab rang utar jaate hain Raasta roke khari hai, wahi uljhan kab se Koi puche to kahen kya ke kidhar jaate hain Ae mere humsafar, Ae meri janne ja meri manzil hai tu, tu hi hai mera jahan Ae mere humsafar, Ae meri janne ja meri manzil hai tu, tu hi hai mera jahan Bheega, bheega anchal, ankho ka yay kajal, ghyal na kar day mujhay" Seemi seemi hal chul, chalnay lagi her pal, pagal na kar day mujhay aaj hum tum huay, do badan ek jaan ahista bolo sanam, sun lay ga sara jahan meri manzil hai tu, tu hi hai mera jahan "Keh ta pal pal tum say, ho kay yay dil dewana Keh ta pal pal tum say, ho kay yay dil dewana Ek pal bhi janne jana, mujh say door nahee jana Pyar kia to nibhana, pyar kia to nibhana Ab zindagi ka maksad hai bus tumharey saath keh do yay tum mujh say, hatho may lay kay haath" |
|||||
| Back To Main | |||||
| Back To Poems | |||||