Genius Arts Inc proudly presents before you an exclusive stop of the most budding poets around

Have a scoop of Sinan's poetry , dip your senses in the poetry of  shehzad* get enthralled by Qaisar's poetry and laugh like no one's watching on savouring some shairrri beamed from laila's website ......Go ahead.

This section has been refurbished on Thusday 13th Nov with the addition of a new nuugets of poetry from Qaisar Abbas Bhatti.If u have any problem with understanding Urdu please contact Genius Arts Inc  @ [email protected]

The order of display of works of poets is as follows

1.We begin with Qaiser's Urdu poetry

2.then Sinan's English poetry awaits you

3.then there is something special from Shehzad*

4.and atlast have some hearty laughs by absorbing Krrazy Shairri

 

 

              Mix poetry

Mazza  barsaat  ka layna  hai to in aankhoon maine aa baith

Woh barsoon maine kahian barsain yeh barsoon say barasti hain

Tujhay chaha tayree dehleez pay sajda na kia

woh mera eshaq tha yeh mayree khuddari hai

bnad rehti thi aankhain  kissi ki yaad maine

maoot jab aai tu hum dhoka saa kha gaiy

karnay ko main taayra mehshaar tuk karoon ga inteezaar

sawaal buss ess zindagi �e- mukhtasir ka hai

koi meray dil ke chaloon ko shaeeri kahay to koi paarwa nahi

takleef tu tabb hoti hai jaab loog who! Who! Kartay hain

mayray mnhoon pay lafan na dalna mujhay aadat hai muskooranay ki

mujhay jalaa  dafan na karna mujhay oomeed hai kissi ka ay nay ki

hajoom-e-ghaam mayree fitrat ko badaal nahi saktay

maine kia  karoon mujhay aadat hai muskooranay ki

dekha kay mnhoon  choopa lay na haya ess ko nahi kehtay

laaga k dil bhola dayna waffa ess ko nahi kehtay

dil main samma jaain gai aankhoon maine ootur jaeen gay

eik baar tu aaoo nazdeek tuhaine aapna hio banaine gai

 

            Wow

Aaiy phool yeh phool  merat phool ko dayna

Kehna keh tumharay phool na yeh phool diya hai

Woh bustti aaysi bastti hai jiss bastti maine who bastti hai

Oss  bastti kay busnay say mayray dil ki bastti bastti hai

Na kaar nahi nahi  yeh waqat nahi hai nahi nahi ka

Tayree ess nahi nahi nay mujhay choora anhi kaheen ka

Eik baywaffa kay zakhmoon paar merhum lagnay hum gaay

Marhum ki qasam marhum na milla merhum ki jaga mer hum gay

            

             Intriguing

Aawaz radio par soun kar main darr saa giya

Itni see iltaga hai keh TV pay tum na aayna.(.wah..qaisar..i really love this ..from M Atif)

 

Din raat who saath meyray khayla kartay thay

Afsoos! Tu bus yahi  hai keh who bachpan ka zamana tha

 

Tujh bin chaal nahi sakta tujh bin tujh bin ghoom nahi sakta

Tujh  bin reh nahi sakta tujh bin raat ko lait nahi sakta aay mayraay pagamaine

Chor kar

Woh chali agi mujhay chor kar

Woh qasmain waday toor kar

Woh beach samandar mujhay chali gai chor kar

Woh saab natay ristay toor kar

Jo waday kiay thay saath mernay geenay kay

Aab wohi tenha hamine chali gai choor kar

Jiss any maar k chahany ki qasmaine khai theen

Who aab chali gai rooswa choor kar

Rahoon gi saath hamayshan jo kehti thi

Aab wohi rahsta baadal kar choor kar

Jiss ko dehk k dil darakta tha

Aab wohi tarapta chali gai choor kar

Jiss kay bin na ji saktay thay hum

Aab wohi chali gai beach safar choor kar

Jiss ka naam laytay tha her karwoot pay hum

Aab wohi dhooka diay chali gai choor kar

Her sanas pay jo yaad ata tha hamain

Aab wohi chali gi maarta choor kar

Aab jo na raha yaar apana to jaysay zindigi ka maqsaad he na raha ho Qaisar�..

Aab to hum chanad gini sanasoon ka har lamha inteezaar kartay hain�����.

Waqaat

Waqaat ki waqaat say kia sikayat karain

Waqaat hi na raha waqaat ki baat hai

Oss na dekha mujhay oss nay chaha mujhay

Oss nay thokra diya waqaat ki baat hai

Koi moshkil pari koi yaad a gia

Koi apna yaad aa gia waqaat ki baat hai

uss ko paya nahi uss ko kho kar bhi hum

ussi kay rahay waqaat ki baat hai

 

 

 

        WISDOM OR VIOLENCE

It's gone too far,
It's crossed the limit,
we have ignored the sign 
of pain,hunger and strife, we are accountable
for the lives
of thoes little children,
Who had to suffer.
what about all the handicapped,
Are they to be left behind?
The time has arrived,
Spread the word,
Lend the hand,
save the world.

DEDICATED TO THE VICTIM
OF WORLD TRADE CENTER 
How can we cry,
when are tears are all dry?
how can we sing?
When all we can bring
Are the devastating memories to mind?
Then we find
The sadness lingering,
The pitiful cries ringing,
Of cities destroyed.
Now ruined by the wrath of nature,
Under the debris
The bodies lie.
Along with them
Their joy and sorrow.
Countries and funds and people do help
But yet this disaster
Cries out for more.
We ask For help
For these people who are sore

CRICKET

cricket is a game,
funny and unusual,
You score sixes and sweep fours,
The captain rules the field,
The wicket keeper gives advice,
The bowler cleans the ball with spit ! Yikes!
A game of pressure and tention;
The umpire makes the right decision.
Spectators are the one
Who encourage the players
With songs and words and loud cheers.


Written by our very cool whizkid Sinan Shehzad
_________________________________________________________________________________________________
keep on smiling

life is a mixture of sunshine and rain

laughter and pleasure,tears drops and pain

All days can't be bright,it is certainly true,

But there never was a cloud the sun didn't shine through

so just keep on smiling whatever besides you

And when you smile you will find

your day will be brighter,

and all the burden,

will seem so much lighter,

For each time you smile,

you find it is true ,

Somebody,Somewhere

will smile back at you ,

And nothing on earth ,

can make life more worthwile ,

then the sunshine and warmth

of a beautiful smile.

 

__________________________________________________________

 

              TEENAGE

Teenage, the glowing age

A flame so bright

fantasy or life

Wondering about wonders

At time as happy as a

free bird flying about in the sky.

No worries to carry

No problems to solve

But...............

There are moments

that dare sad and frustrating

like dark clouds in the sky .

for life uncertain

What does life have in store for me.

                                  

______________________________________________

STRUGGLE

              

Life you know has a lot at stake.

Something you give and something you take

You want to live in an easy way

Enjoy yourself , happy and gay.

Having no worries, having no fear.

No sight, no sobs and no tears.

But i tell you it's not like this

Life infact is a betten kiss

To live , you have to strike and strive,

This is the way leading up the sky.

Ups and Downs will come and go,

Standfast if you want to put up such a show.

Struggle infact wins you fame,

Life is a very rough and tough game.

 

_________________________________________________________

old friends

I was thinking of old friends today,

and how many of them has slipped away,

moved , got married or stopped calling so much.

found new friends, got busy and just lost touch.

It remainded me of falling leaves .

Every autumn the leaves fall from the trees.

Some stay longer than others,but eventually...

Each leaf must fall, i am told ,

Leaving the tree alone to face the cold.

Why is it that in the time of ulmost need.

The leaves would seek to leave the tree

and when we need our friends around.

We look and they can not be found

Ofcourse  there friendship come and go.

and

In spring new leaves will grow.

But .

I prefer autumn friends of old..

With crackling laughter and colors bold .

It saddens me now i must admit.

How some how, some way ,I didn't forget

Laughing with old friends of mine..

During summer when the sun would shine.

and then i thought of you..

That one stubborn leaf that won't let go.

That clings despite the winds that blow.

Fighting ice and snow and winter's strings

till the spring..........

So i guss that's what you are to me .

That very last leaf to leave the tree.

I know it seems silly but its true.

When i see that last leaf i think of you.

 

______________________________________________________                                       

 If ever you need me.

if ever you should need me.

I"ll be right here
To chase away a tear

I will be two steps behind.

To follow in your footsteps.

And hear what's on your mind

if ever you should need me.

you'll never have to fear.

that you are not important .

and your friendship isn't dear.

if ever you should need me.

you can count on me.

To bring back the laughter.

And help your heart be free.

you'll never have to worry.

for  i will  always be there
To chase away.

and wipe away the tears..........

 

                          shahzad

mail me

                 [email protected]

                 [email protected]

_________________________________________________________

in secret pleasure,secret tears

the changful life has slipped away

as  friendless after 17 years

as alone as on my natal day.

 

                          shahzad

            meri zindagi

khawab

khawab tu khawab hote hai

mere aankoo ne

jab deekna seeka tu khawab nahi deeke

khawab deekne ki khawaish

or

iss ke ghazab deeke

mohabbat

dil ke awaz, dil ke arman

magar

andare baar deta hai rookh mei

veran kar deta hai dil ke basti ko

muj se be

pahla juram yahi howa

mei ne jab lakna seka tu

pahla lafz mohabbat lika

bahoot lika

kaye tara say lika

iss ke khosboo

or iss ke tamam rangoo

ko khood mei abbad kya

mei mohabbat ke iss jang mei

khoobsoorati say bakerna or marna chahta ta

mei ne

wo omer(age)

apne iss zandagi mei bahoot talash kya

jo titlayoon  or jognoo ko matyoo mei kaid kar kei khoosh hone ke hoote hai

sahaloon par sapyah choone say pahly

rait ke gaar banane ke hoti hai

na sahail hai

na sahaloon ke hawa

bas rait he rait hai......rait he rait

or

hawa ka rait say samjoota........?

muji tu aanke bachana ti

meri aankoo ni dairon der ansoo deeke

magar yai ansoo mei ne rayagaa nahi jani deye

gartin rahai

meri dil ke wasig sahrah mei

bahti rahai

tandai or meetai daroon ke tarah

mujai zandagi karna chaye ta

magar

kya yai  kooyi assi shai hai jo khood ke jasakti hai

zandagi muj say nahi hoo saki

or par

ik had par aa kar rook gaya

mei iss zandagi kai saath

iss ke shartoo par

isss say zayada agai nahi ja sakta ta

mei nai shairi ki

or

appni sharth par ki

jase be ke

mujai iss say aapni tamam hi rashtoo par garoor hai

ki ye sab kuch mera hai

mera aapna

oss kqa nahi

jo rastoo

or

nahr kanaroo

darkhtoo( Rfmi) par

sar sham

do namoo ko joor (join)kar

ik nam banata hai

or bool (forget) jata hai

meri sari ki sari tanhai

yaad raknai

or

saach boolnai ki saza hai

mei kuch nahi boola

zard pooloo ki baraish say lay kar

lahoo lahoo karti

rasmoo or kasmoo tak

saach

jo merai  yakeen hai

mera iman hai

abb

kayi tarah ki baatoon

or barsatoon nai

gair rakha hai mujai

meri charoo taraf bai shamar aankain hai

or iss mei

meri aankai

meri aapni annkain

talash karti anntain

talash karti,

zakham kati aankin

or mei nai tu kabi

in aankoo ko

jepak kar nahi deeka

muji tu nahi magllom

meri saat kiis nai jaag na hai

mujai tu bas ye khabar hai

ki

mei jaagg raha hoo...............

 

zandagi bar ki mahnat ka silaa yay de gayei

doost or ihbab aa kar muj ko meeti de gayei...

____________________________________________________

 

               

KrRrAzY ShAiRy

 

Apple Kat ta hoon knife se,
Paani peeta hoon pipe se,
Kya zamana aaa gaya,
Joote khata hoon wife se

Maine tumhare yadon mein ro ro ke tub bhar diya  Magar tum itne bewafa nikle, ki naha ke chal diye

Use karte hein make-up ka daba roze kiyun?
Ban sanwar kar nikalte hain chailaa roze kiyun?
Mummy tum to kehti thee Eid to kab kee gaye
Phir Parosan se gale miltay hain Papa roze kiyun?

Kamaata nahin hun itni ke tujhe roze khilaoon
Aaati hai to aa ja, ya kisi aur ko pataooon

Gul gaya, Gulshan gaya,
Gaye honthon ki laaali
Ab to peeecha chor de, main ho gaye bachchon waali

Chandni raat thi, main so rahi thi
Phir kisi ne darwaza khutkhataya
Maine soncha mera dil aaya
Darwaza khol ker dekha to bijli ka bill aaaya

Maine tujhe dekha
Dekhta raha, Dekhta hi gaya
Phir mujhe chashma lag gaya

Patharr kyun marte ho, pura pahaar maar do
Hum yuheeen mar jayenge, sirf ek baar aankh maar do

Yeh tera chehra hai, yaa kele ka chhilka
Jo dekha to, dil phisal gaya

Katchi Kali Katchnar Ki, Katcha Na Samjhna
Lar Jaoonga Tere Baap Se Batcha Na Samajhna

Khud ko kar buland itnaa..
Ke' Himaalay ki choti pe jaa pahunche..
Aur khuda tumse puche..
'Abe gadhe... ab utrega kaise '

Bolaa dukaan-daar, ke kyaa chahiye tumhain
Jo bhii kaho ge merii dukaan per wo paoge
maine kahaa ke kutte ke khaane kaa cake hai
bolaa yahiin pe khaaoge yaa leke jaaoge

Industrian sari mere yaar khaa gaye
Meri Sari jaydaaad rishtedar khaa gaye
Marne Ke baad bhi unho ne ki meri saath cheating banaye mazar to minaar kha gaye

(you will enjoy this one if you remember the "Soldier" movie's title song)
Soldier Soldier.....pressure cooker khol kar
Sabzi meri uraa le gaya

Kutta ban gaya hoon tere pyaar main
yakeen nahin aata to suno...Bhow..bhow

Dil Logi, Ke Jaan Logi
Meri Jaan Set Hone main Kitna Time Logi

Yusuf ka husn, Zulekha ka ghumaar dekha hai
Kuch is tarah se Haseenon ka pyaar dekha hai
Unhe khilane pilaane main hui hai yeh haalat
Kasm khuda ki..Cinema bhi udhaar dekha hai

Tairna Hai To Paani Main Aao,
Kinare Pe Kya Rakha
Hai Ishq Karna Hai To Bahar aa,
Ishare main Kya Rakha Hai

(another version) Terna hai to beach me aao,
Kinaro pe kya rakha hai,
Pyaar karna hai to bahon me aao,
isharo me kya rakha hai.

Janaza Mera Nikla,
Duniya Dekh Ne Nikli
Magar Woh Zalim Na Nikli,
Jiske Liye Mera Janaza Nikla

Maine tujhe pyar kiya, Saraswati samajh kar
Tere Baap ne mujhe pita, Agarbatti samajh kar

Teri Beauty Ne Mujko Appeal Kiya,
Dusri Ko Reject Kiya,
Aur Tisri Ko Select Kiya.

Yeh zulfain hain tumhari, ya resham ke jaal,
Kitne khush-naseeb hain vo jooein
Jin hon ne kutre tere baaal

Woh jab chalti hai to raahon main 100-100 ke note bichata hoon
Woh chaali jati hai tab uthaa leta hoon

Dil hai tera dariyaa....Aankhen hain teri Jheel
So my darling ... What's The Big-Deal ??

Sheeshi bhari gulab ki, phatthar se phor doon > >Pant wali mil jaye, to ghanghre wali ko chor doon

.Teri julf kya hai raat ka saaya hai
Sar muda deeya to sawera ho jayega

Tere ishk me janam kya se kya haal ho gaya
Badan se badboo aa rahee hai,
nahay jamana ho gaya.

jise dil diya woh dilli chali gayi
jise pyar kiya woh italy chali gayi
dil ne kaha khud kushi(sucide) kar le jalim
bijali ko haath lagaya to bijali chali gayi

Maine tujhe sau-sau khat likhe,
tune kisi ka bhi jawab nahi diya;
kahin tere dil mein raddi ki tokri to nahi?

 Maine tumhare yaadon mein ro ro ke tub bhar diya Magar tum itney be-wafa nikle ki nahake chal  diye...

Jee karta hai ki teri nili nili aankhon main dub  jaoon Jee karta hai ki teri nili nili aankhon main dub jaoon  Splash !

Dharti so rahi hai, Aasman so raha hai
Dharti so rahi hai,Aasman so raha hai
Nonsense! yeh sab kya ho raha hai?

Aasmaan mein ud raha hai kabootar
Aasmaan mein ud raha hai kabootar
Flutter Flutter, Flutter Flutter

Dharti, taarey, pahaad, pathar
Dharti, taarey, pahaad, pathar.
Ekhathar, bahathar, chauhathar...
( trihathar is on leave)

Aaj aasmaan mein taare aise chamak rahe hain
Aaj aasmaan mein taare aise chamak rahe hain........ Bilkul jaise kal chamak rahe the...(wah wah)

kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai
kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai ......
ke kyon kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai??

Door se dekha to kuchh dikha nahi.....
Dooor se dekhaaa... to kuchh dikha nahi.....
Paas jake dekhaa to kuchh tha hi nahi

Door se dekha to Patthhar dikhta tha.....
Dooor se dekha... to Patthharr dikhtaa thaa.....
Paas jake dekha to... suchmuch Patthhar hi thaa...

Door se dekha to paani baras raha tha
Door se dekha to paani baras raha tha
Paas gaya... to bheeg gaya...

Door se dekha to sher tha
Door se dekha to sher tha
Is liye paas gaya hi nahi...

Main tere pyar mein paagal hua chhaliye
Mein tere pyar mein paagal hua chhaliye,
Iodex maliye kaam pe chaliye

Main hu yahan, tu hai wahan
Main hu yahan, tu hai wahan
Lifebouy hai jahan, tandurusti hai wahan

Tumne mere man se khela
Tumne mere tan se khela
Tumne mere dhan se khela
Wah, Wah Wah! Well played! well played!

ladka bola : kash in hasinao ke baap mar jate,
bahana gam ka hota, hum inke ghar to jaate.
Ladki boli: Bewkoof, Yeh bolana bhi paap hoga,
kisi din tu bhi kisi hasina ka baap hoga. Irshaad.....Irshaad..............

Ladki boli: Chandni chaand se hoti hai, sitaron se nahi, Mohabbat ek se hoti hai, hazaaron se nahi. Ladka bola :  Chandni agar chaand se hogi to sitaron ka kya  hoga,  Mohabbat agar ek se hogi to hazaron ka kya  hoga.  Irshaad....Irshaad...................

Bewafa sanam se to cigrattee achi hai,
Bewafa sanam se to cigrattee achi hai,
Dil jalati hai, par hoto se to lagti hai

VOH SADAK KE IS PAAR THI
HUM SADAK KE US PAR THE
KUCH HUM AAGE BADHE,
KUCH VOH AAGE BADHI
HUM KUCH AUR AAGE BADHE,
VOH BHI KUCH AUR AAGE BADHI
HUM KUCH AUR AAGE BADHE,
VOH BHI KUCH AUR AAGE BADHI
AB HUM SADAK KE US PAR THE,
AUR VOH SADAK KE IS PAR THI.

Gum woh cheez hai ... -- Wah ! Kya dard hai !   Gum woh cheez hai ...  jisse paper chipkaya jaata hai

 husn ki chakki chali ek daana phas gaya ,
tum phase to kya phase
saara jammana phas gaya !!!.

Pyar ke sitaare jab gardish mein hote hai
Laila ghar mein aur majnoo jail mein hote hai

Jab tak tu apne dil ki baat mujhe samjhayegi
 meri shaadi kahin aur ho jayegi
 

Tum aa gaye ho ; Noor aa gaya hai
Chalo teeno picture chalen.....

mujhe phir wahi yaad aane lage hain
mujhe phir wahi yaad aane lage hain
Aap mujhe kyon infinite loop me dal rahen hain??

Tum har raat mere khwabon mein aao,
Tum har raat mujhe yuunhi satao,
Melody khao khud jaan jao.......

Main hu yahan, tu hai wahan
Main hu yahan, tu hai wahan
Lifebouy hai jahan, tandurusti hai wahan

before marriage :
takdir hai magar kismat nahi khulti ...
tajmahal banana chahata hoon ...
lekin mumtaz nahi milti
after marriage :
takdir hai magar kismat nahi khulti
tajmahal banana chahata hoon
lekin mumtaz nahi marti

Maine tumse pyar kiya, tere baap ne muzhe pita Maine tumse pyar kiya, tere baap ne muzhe pita
Tan ki shakti, manki shakti, Bournvita

Yusuf ka husn, Zulekha ka ghumaar dekha hai
Kuch is tarah se Haseenon ka pyaar dekha hai
Unhe khilane pilaane main hui hai yeh haalat
Kasm khuda ki..Cinema bhi udhaar dekha hai

Kuch Kuch Hota Hai,
Exam paas aaye, sir mera dukhaye
Teacher ne na jaaane kyun, dande dikhaye,
Ab to mera sir, jaage na sota hai,
Kya karoon haye, kuch kuch hota hai....

Rafta Rafta dekho aankh meri lari hai
Aaankh jis se lari hai woh meri maa se bhi bari hai

Aah bharti hui aayi ho "Slimming center"
Aah ko chahiye ek umar asar hone tak
Dieting khel nahin chand dinon ka
Ek sadi chahiye kamre ko kamr hone tak
 

Lately, a poem 'Aesi apni wife ho' has been circulating on the net.
It's about time the girls responded to it! Here is the original poem,
 followed by an answer from the girls: 'Aesa apna husband ho'!


Apni aaisee wife hoo.
 ------------------------

apni aaisee wife hoo.
 5'6" jiski height ho,
Jeans tight tight ho,
 Chehra jiska bright ho,
Umar 22 se 27 ho,
 Aise apni Wife ho.

 Sadak per sab kaheN kya cute ho,
 Bhir me sab kaheN side ho, side ho,
 Pindi, Islamabad ya Peshawar ki paidaish ho,
 Sas ki khidmat jiski khwahish ho
Aisi apni Wife ho.

 Padosi jab baat karay to haath me knife ho,
 Dinner ke waqt candle light ho,
 Ham me tum me kabhi na koi fight ho,
Milnay ke baad dil delight ho,
 Aise apni Wife ho.


 ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
 LARKI KA JAWAB
 ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*

 husband apna aisa bright ho
6' jiski height ho
 jeans dheeli magar body tight ho
 bewi ka her nakhra uthaye, itna mizaaj uska light ho
 husband apna aisa bright ho

 uff tak na kare itna quiet ho
 dinner banaye wo jab bhi romantic night ho
 shopping ker ke jab bhi aoon, bolay begum tum kitni nice ho
husband apna aisa bright ho

 mujhay rani bana ker rakhay, to phir zindagi delight ho
saas sussar ke samne kahay, jaan tum hamesha right ho
 hamesha jo haar maan jaye, jab bhi kabhi fight ho
 husband apna aisa bright ho

 jaha chahoon jaoon, jo chahy karoon, kuch is tarah ki life ho
 her doosray week ghoomne phirne ki flight ho
 aisa ho jaye to mein urron aasman mein, jaisay ke kite ho
 husband apna aisa bright ho

                                                                    Adopted from Laila Shabir's website

 

1
Hosted by www.Geocities.ws