|
Afsar mulazim sai : tumharay walid ka kia naam hai. Mulazim janab
Bijli din. Afsar: yeh kaisa naam hai?
Mulazim: Janab pehlay to un ka naam chirag din tha. Lekin jab sai
science nai taraki (progress) ki hai , unhon nai apna naam badal
kar bijli din rakh liya hai.
Joke
By: Abdul Sami
Malkin:
tumhien kiss gadhay nai nokar rakha hai?
Mulazim: Ji mujhay to sahab ji nai nokar rakha hai.
Joke
By: Saleem Arif
|