Zindagi kya hai?
Zindagi sirf teen saansein hein.
Aik who jo lay liya, aik who jo lay rahay hein, aur aik who jo lena baaqi hai.
Jo lay liya who guzar gaya, jo lena hai uski koi guarantee nahin.
To zindagi to aik hi saans hui na?