Pull Siraat


Pull Siraat qayaamat kay din woh bridge hoga jo Jannat ki taraf jaata hoga, aur tamaam jannati us par say guzriangay. Hadith mein aaya hai keh Pull Siraat aik baal say ziyaada thin, aur talwaar say ziyaada sharp hoga.

Baal say baareek, talwaar say taiz Pull Siraat say hum kaisay guzraingay?

Bilkul waisay jaisay aik makri (spider) apna bhaari jisam aik baareek taar kay zariay aik deewar say doosri deewar tak lay jaati hai.


Hum Yaqeenan Apni Nishaaniyaan Usay Samjhaatay Hein Jo Sochay
We do explain the Signs in detail for those who reflect
(Al Qur'an, 10:24)


Subhaan Allah!!

Hosted by www.Geocities.ws

1