Namaaz momin ki mairaaj hai -- Hadith.
Mairaaj urooj say bana, aur urooj bulandi par jaanay ko kehtay hein. Laikin yahaan dekho... namaz mein sajda kartay huay to insaan zameen ki taraf jaata hai.
Kaheen insaan ka khud ko mitti mein mila dena hi uski mairaaj to nahin?

