Hum undekhay Khuda ko maantay hein. Sharaab ka nateeja, zulm ka nateeja, gunaahon ka naeeja hum nay dekha hai, laikin phir bhi nahin maantay?
To kya waaqayi hum yeh daawa kar saktay hein keh Khuda ko "maantay" hein? Yaad rahay sirf "maan nay" say kaam nahin banta, khuda kay wajood ko to shaitaan bhi "maanta" hai.