Khuda Nazar Nahin Aaata


Khuda aap ko nazar nahin aata. Haalaankeh who aap say qareeb hai, bohat qareeb, balkeh �aqrab� hai, sheh ragg say bhi ziyaada qareeb. Yoon samajh lo keh aap ki aankh hi mein hai.


Bhala kabhi aankh mein pari cheez bhi nazar aati hai?

Hosted by www.Geocities.ws

1