Hawaalay


Aaj budh (wednesday) hai, parso juma hoga. Yeh andaaza to aap nay laga liya, magar jumay ko aap kay saath kya hoga yeh andaaza aap nahin laga saktay.

Aap apnay andaazay, khayaalaat, armaan us kay hawaalay kiyoon nahin kar detay jo yeh bhi jaanta hai keh aglay saal kay kis jumay ko kya hona hai? Who aap ko har museebat say ba khair o aafiyat nikaal dega.

Bilkul waisay jaisay woh badbu daar gobar aur haraam khoon kay beech mein say lazeez o halaal doodh nikaalta hai.




Hosted by www.Geocities.ws

1