|
arjii
he hanumaan raam jaanakii
raKshaa karo merii jaan kii
puurii karo merii kaamanaa
khule �Lottery�, karoo kaam naa
bhuukhe hai.n tere bande
bhuukho ko tuu �bun� de
ho na jaa_e kahii.n ye gande
inako nahii.n tuu �gun� de
khul jaa_e saare fande
esaa koii inhe fan de
lag jaa_e kaam dhande
itanaa inhe tuu dhan de
akal se hai.n kuchh mande
suukuu aur shaant man de
nit kare ye tere vande
inako nayaa jiivan de
taakatavaro.n ko esaa kyoo var diyaa
ki vo khuun se range faujee vardiiyaa.N
ab na ho gariibo.n pe hamale
aao kasam ye ham le
lage jagah jagah vo gamale
jo khushiiyaa.N de aur gam le
mehamaan hai.n ham pal do pal ke
khush rahe jab tak khulii hai.n palake.n
|



|