Shayaree
        Home Page         Fun Section         New Games
Phole Gulab Ka...
Phool gulab ka hath say sarak gaya,
Buddi nai aankh mari budda latak gaya
(Submitted By :Mrs Fatima)

Jis Waqt
Jis waqat Khuda nay tumhe banaya hoga,
eik suror sa us k dil per chhaya hoga,
phelay socha hoga tujhe jannat may rakhlay,
phir usay ZOO ka khayal aaya hoga
(Submitted By :Saad Ahmed Khan)

Main So Rahi Thi
Mein so rahi thi to darwaza khat khataya mein nay socha Mera dil aayaa lkin darwaza khola to bijli kaa bill aayaa

Kutta ban gaya hoon tere piyaar mein kutta ban gaya hoon Tere piyaar mein yaqeen nahin aata to suun..bhaoo bhaoo
(Submitted By :Hira )
Submit Your Little Sense Urdu Poetry"s here
Your Urdu Poetry
Email
Hosted by www.Geocities.ws

1