Baraat
yeh haseen raat bari der ke baad aai hai
mere yaar ki baraat badi der ke baad aai hai
eh ladki walon jara gorr se dekho
masoom ghori gadhey ko laadd ke layee hai
shehnayee walon jara dheere se bazaou....
fattey haal mere yaar ki barat ayee hai
gali ke kutto....tum bhi shamil ho jaou
tumhare rishtey daar ki barat ayee hai..
attey hi baraati khane pe toot paddey
lagdda hai . saddiyoun se bhookhon ki barat aai hai
koyee jaou ...dulhan ko jaimala samet utha laou
mere yaar ke muh mein laar tapak aai hai
essa lagta hai jesse kabhi ladki dekhi na ho
bhookhey nanggon ki barat ayee hai
yeh haseen raat bari der ke baad ayee.....
kangllon ki barat bari der ke baad ayee
sehrey wale ne yeh phool lagaye kesse
ganddey nale ke tareh badboo ayee hai
ladki wale baddey heraan hai khaddey
yeh ...khotton ki barat kahan se ayee hai
[Suresh]
Coming More Jokes
................By:-Suresh Kumar
& Inderjit Singh![]()