| TU ZAMANOH KAA MUSHKEEL KOH SHAH HAY ALI |
| Tu zamanoh kaa mushkeel koh shah hay Ali tere zaat-ai-alah hay naday Ali tunay Jibrael kee rahnumayee kee tuhay Jibrael kaa rahnumaa ya Ali tunay Adam kee khataa koh baqhshwaa deyaa aur Nooh kay safeenay koh sahara deya tunay Esa kee mushkeel koh asan keya aur Musa kay asaa may khudrath dee tunay khidmaat Mohammad kee kamil kee hijrath kee raat bistar par aram kee haat maltay rahay dushmananay Ali zilaath kay saath talwaray miyaan may kee tere zaat-ai-ala hay eman-e-kul Kabatulallah kay butoh koh geraya yaa Ali tu mazhray ajayaeb hay Moula Ali tu azmath-e-elahi hay Moula Ali tu mouluuday kabah hay moula Ali aur mahafees shreyath hay moula Ali Mohammad kaa ershad hay tu hay eman -e-kul eslay marhab koh pachada yaa Ali teray aba woh ajdadah mushtaqheer Emam tu Fatimazehra kaa shohar hay yaa ali tuh bawa mushweeq Hasnain kaa emamat tere nasal may jaree hay yaa Ali tu Tayib emam kaa jad-e-ala aur fatimi dawat kaa moula hay yaa Ali yaa ali tera nayib hay Burhanuddin joh tera ashiq hay momeen kaa Moula hay ay Rasheed kar verday zaban yaa Ali aur Dua kar darazeyai umr-Burhanuddin Mamlukay Syedna(T.U.S) Mu.Hassan Rasheed. |