| SYEDNA TAHERSAIFUDDIN(R.A) |
| Eqlaas may safaa may mohammad kee snah khaan thay "saifaydee aqa" ali moula kay elam kaa chasmaa voh mujeeznuma thay "saifaydee aqa" duwat e fatimi kee jaan voh rahbaar thay "saifaydee aqa" ahylaybaith e athaar kay madehkhaa thay "saifaydee aqa" hussaini aza kay pasbeen voh aza kay nashaan thay "saifaydeen aqa" haqh kaa nasaan voh sahib e zamaan thay "saifaydeen aqa" zaher keyaa elam e ladunee voh ali kee saif thay "saifaydeen aqa" melee ezaat naimath voh sharaf qhom koh dee thay "saifaydeen aqa" kya khub sawaraa dawat kay gulshan koh dekhohtoh "saifaydeen aqa" dawat kay muqaleef koh keyaa zair aysaa sultaan "saifaydeen aqa" ali moula kay haqheeqhee nayib aur ashiq thay "saifaydeen aqa" turab hogayee mithee mazar e saifee kee thay "saifaydeen aqa" daur e satar may ali moula kaa malik ul ustaar thay "saifaydeen aqa" allahoma labaik kahaa 19 vee rajjab Ali kaa nayib "saifaydeen aqa" aqlaaq may sharaf may elam voh saqhaa kaa sanah khan "saifaydeen aqa" momeenen koh hasnath ata kee dee naymath e uzma "saifaydeen aqa" hum misal shah kaa warees hay moula burhanuddin aqa rasheed hamd kaar duar naa tayib naa nayib "burhanuddin aqa" mamlukay syedna(t.u.s) mu.hassana rasheed |