| SALAM HUSSAIN IBNAY ALI(S.A) |
| Salam syeday shohday hussain ibnay ali salam humshakale paayambar aliakbar salam nanhay mujahid aliasger par salam sakhay e hussaini abbas ibnay ali salam dulhaa abdulhaa ibnay hassan par salam qasim kee khastaa lshaa par salam aun o mohammad madar e zainab par salam bibi sakina kay mashkeezay par salam zainul aba maghmoom e karbala par salam dukhbahree shaizadeyan e haram salam saneeyasy zehra bibi zainab par salam unpar joh karbo bala may shaheed huway salam unpar alatash kahkar shaheed huway salam mohsin e islam hussaini lashkar par salam unpay joh islam kee baqhaa hay banay salam maghmoom e karbala 52 vay dai par salam jiss kay sabah hay azay e hussaini khayam salam karlay rassheed burhanuddin moula par Mamlukay Syedna(T.U.S) Mu.Hassan Rasheed |