ALI MUSHKEEL KOH SHAH KAA NAAM LENAA
Ali mushkeel koh shah kaa naam lenaa khud ebdath hay
Ali kay naam kaa lenaa khud mahafees shreyath hay
Ali kee yaad may jeena awal walayath hay
Ali kay naam kaa lenaa hee haqh kee dalalaat hay
Ali kee madeh ka padna khud saadath hay
Ali kee yaad may jeena aur marna bhe shadath hay
Ali kay naam say elam kay abwab khultay hay
Ali kay naam say hee bashar koh risqh miltaa hay
Ali kay naam lenay say momeen kee shafahat hotee hay
Ali kay naam say hee mushkeelain rawa hotee hay
Ali kay naam may woh kibreyaee muzmer hay
Ali kay naam kee tasbee momeen kee alamath hay
Ali kay hub may marjana hee takmeelay eman hay
Ali kay naam lenay say sujahat naas karte hay
Ali kay naam say yazideeyath kaph jatee hay
Ali awal,Ali akheer,Ali zahir,Ali bateen
Ali moula kee hasnath hay Burhanuddin agha
Ali moula kaa ashiq hay aur hum sobh kaa moula hay.
                                                                           Mamlukay Syedna(T.U.S)
                                                                          Mu.HassanRasheed.
Hosted by www.Geocities.ws

1