| MOULA BURHANUDDIN TERE HUB MAY KAROON |
| Moula Burhanuddin tere hub may karoon eklaas say jaan may nichawar karon tere kidmaat dilsay ada may karoon dil kee ghirahyeeoh say tujkoh yaad karoon teray hub may ada zindaganee karoon yai tasavur leyay may ebadath karoon teray luthfoh karaam kee tamana karoon terah noorani chehray koh deekha karoon teray shanaat kee may tajalee karoon panjaitan kee shafahat may tujsay karoon teray hub say najatee kaa saman karoon tere madeh suboh vaa sham karoon tere majlis-e-aza may may matam karoon aur akhoon say jaree may asuoo karoon tere taat dil say may ada may karoon ess amal say may janaat haseel karoon hay satar kaa tuh hay Moula yaqeen may karoon teray didaar say may ebadath karoon teray dushmanoh pay may tabaraah karoon yai malayeen pay may laanath karoon hay Rasheed tera bandaa vaqeen may karoon ess leyai suboh vaa sham may sajda karoon Mamlukai Syedna(T.U.S) Mu.Hassan Rasheed |