| JAHAN MAY MOHAMMAD |
| Jahan may mohammad fazal bankay aya Khuda kee zia voh rahmaat bankay aya satar kay zaman may 52 vaa dai habeebay khuda kee rahmat bankay aya ali kee wala voh mohabbat kee khateer yai dawat kay misar may nayeb e ali bankay aya tu nayib e tayib hay emam e zaman kaa tu misar kaa yusuf aur shah bankay aya saifulhudaa kee hasnath toh dekho mohammad janasheen mustabaa bankay aya satar kay zaman maay marekay akrbala koh aza e hussaini kee ruh bankay aya keyaa momeneen koh sayraab karbala say har ek zayer karbala say zawar bankay aya fatimi dawat kay misr may mohammad duwatoh may qhursheed bankay aya emam e zaman kee ankhon kee thanddak satar may mohammad naam,naami bankay ayay burhanuddin sarkaar kay misr may rasheed ek adnaa qhadeem bankaar aya mamlukay syedna(t.u.s) mu.hassanrasheed |