| HUSSAIN MENE VAANA MENAAL HUSSAIN. | ||||
| Mohammad mustafa (S.A.S)kaa ershad girami hay "Hussain meme vaana meenal Hussain." Hussain mujh say hain aur may Hussain asy huin. Mohammad Mustafa(S.A.S) kaa ershad geramii Hussain mujhsay hain ,yai baad puri tarha samajmay atee hay,keyukaiy Hussian Rasul kai nawasay aur eklotee shizadee maa Fatima kay farzand hay esleyai Hussain kaa Mohammad say rehna barabar hain magar jaab Mohammad mustafa yai farmatay hain kay mai Hussain say huin toh yai baat bahoot ghor talab aur sonchnay walee hain. yai baat rasulAllah hakhan hakaaa farmayee keyukai shreyath ayi mohammadi kee baqhaa Islam kee baqhaa hussain(a.s)ki shadath kai sabab huvee varna vazid ibnay maveyaa nai Islam koh ,shreyath koh tahaasnahas karnay kee puri shazeesh kee thee jiskoh mohammad an mustafa kai nawasay hussain ibnay ali karbala kay maidaan may teen dinkay bhukaay piyasay rehkaar bhantaar shohodaa kai saath ashura kai din shadath eqteyaar kee ess tarha yazid kee nakamee huwee. kisee shayar nay khub kahaa hain.... "khatalay hussain asal may margay vazid hay Islam zindaa hotaa hain har karbala kay baad." isleyay syedna moulana mohammad burhanuddin agha har lamha har paal ,jaab bhe momeenen ,momeenat aur farzandoh koh jama kartay hay .emam hussain(a.s) kee aza kaa bayan aur matam karatay hain. aur har gham aur khusee kee majlis matem-e-hussain par mukameel farmatay hain. moulana har waqat yai dua farmatay hay "Ay Allah momeenen nai khusoh -khurram raqh jay ,Hussain naa gham naa sevaa koi gham naa dekhoujay" Khudatala aysay mushreeq bawa koh abad voh shad rakhay.moulana par hum tamam koh fida-fida honay kee taufeeq enayath farmayay ...amin. Amat-e-Syedna(T.U.S) Tasneem zaujaa Mu.Hassan Rasheed. |
||||