| BASERATH |
| Baserath say hum tujhkoh vali dekhtay hay walayath mohabbat say un dekhatay hay rasul e khuda kee niyabath kay arsh paar mouala pay tujhkoh malak dekhtay hay teray faiz aur nazrath kay haar roz charchay tere haar din roushnee kee jahlaak dekhtay hay tere paak noorani surat may humkoh uloom may azal kee chamaak dekhtay hay ali kay fazel hay jaree hay har din mohabbat kee dhun aur mehak dekhtayhay satar may hay jaree aza e hussaini hussaini zia kee chamak dekhtay hay yai modern technology kay zaman may tere deed haar din internet paar dekhtay hay rasheed sada kay leyay yai moula kaa hojaa baserath say khudsee malak dekhtay hay mamlukay syedna(t.u.s) mu.hassan rasheed |