| BAADYAY SHAHDAAT HUSSAIN. |
| Badaay shahdaat hussain maqtal may Ya Ali karbala may aag lagee sarbar rahna Fatima zehra karbal may khanayai Mustafa maay aag lagee magmoom hay Zainul aba karbaal may khalbay Kairunnisa may aag lagee jaal rahee hay Rasul kee masnaat bibi Zainab kee ridah may aag lagee Shizadeeya baloon say parda kartee hay dekho karbala may aag lagee saimee- saimee see hay shaizadeeyan lashkar-e-yazidi cheentay hay ghohar Sakina kay roh kaar bibi Zainab yai kahtee hay uthoo Zainulaba khimoh may aag lagee mustareeb hay Panjaitan bhee Karbala kee hawa may aag lagee Ay Rasheed gar tamana hay Jown see shadath kee suntaah rahay Moula Burhanuddin say Shadaat-ay uzma MamlukaiSyedna(T.U.S) Mu.hassanRasheed. |