milad emam e zaman(s.a)
Emam e zaman kee milad ayee
momeneen kay leyay khuseyan samaye
emam e zaman kay tasaduq kay sadqhay
ese maah may mohammad ke bhe milad ayee
yai donoh milad mubarak kay sadqhay
Allah nay khuseyan hee khuseyan dekhayee
yai duar e satar hay tayib emami
esleyai mohammad nay shanay emami dekhayee
emem e zaman kee masnath kaa waris
hay burhanuddin apna hadee voh dai
emem e zaman kee milad kee barkaat
khuda tuhjkoh rakhay salamaat ay dai
may qurbaan hoh jaun dai mohammad paar
joh saifulhudaa saa burhanuddin hay dai
mujhay marayfath hay emam e zaman kee
tabhe toh may sajda deta huin ay dai
haqheekhat may moula tuh ruhul bashar hay
may karta huh hamesha zikar hijabay emami
rasheed jaan jaah dai alay mohammad koh
moula burhanuddin hay etrath e emami
                                                                          Mamlukay syedna(t.u.s)
                                                                       Mu.hassanarsheed
Hosted by www.Geocities.ws

1