Kaash K Aaj To Mere Saath Hoti

Kaash K Aaj To Mere Saath Hoti mere saath na sahi mere pass hoti Pass to tu kabhi thi hi nahi Saath bhi kabhi tune dia nahi Bana k hamsafar mujhe apni rahoon ka Dekhaya ek khuwaaab ek naye raah ka Thak gaye hain hum chalte chalte Waqt bhi guzar gaya hai chalte chalte Shayad k kabhi tujhe is baat ka ehsaas ho Tujhe par mita tha koi, Pyar karte karte Bohat Samjaya Logo Ne Ke Yeh Bewafa Hai, Magar Humare Ankho Per Mohabbat Ki Patti Bhandi Thi, Jab Achanak Dil Ko Jathka Laga To Mana , Yeh Lafaz Mohabbat Hi Bewafa Hai,

Hosted by www.Geocities.ws

1