Dil
ki kya sunao dastan,
kanton se bhari yeh
zindgani hai.
Kabhi socha na tha pyar
mein aise hota,
kabhi socha na tha yeh
dil choor choor hota hai.
Humne to mohabat mein
koi gila na kiya,
lakin unhone humahari
mohabat ka koi sila na diya.
Humne maange bina sab
kuch de diya,
unhone humhe kuch mangne
ka moka bhi na diya.
Na chahe the heere na
mange the moti,
bas thora sa pyar caha
tha.
Koi raj kumar ya bhagwan
nahi,
bas ek dildar caha
tha.
Is dokho se bari duniye
mein,
tumpe bhrosa
kiya.
Humhare bhrose ko tor
ke,
ehh ajnabi ... Tumhe kya
mila?